Wednesday, 28 March 2012



Lyrics :



Singer(s): SHANTA APTE, CHORUS



kamasini mein dil pe gam ka baar kyon - 2

va ye qismat paas gul ke kaar kyon - 2



tuut jab ummid hi apani gayi - 2

bandh raha hai aansuwon ka taar kyon - 2



dil huwa tukade to pahale baar mein - 2

phir bhi tiron ki hai ye bauchhaar kyon



vir is diwaanagi mein hai maza - 2

log kahate hain ise aazaar kyon - 2

                     

0 comments:

Post a Comment