Tuesday, 10 April 2012

AAP KI KASAM



Jai Jai Shiv Shankar



Lyrics :



Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR





Chorus : Hai Jai Bolo Shiv Shankar Ki Jay

Kishore: Hey Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar

Hey Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar

Ke Pyala Tere Naam Ka Piya



Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi

Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya

O Sau Rabadi

Kishore: Hey Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar

Ke Pyala Tere Naam Ka Piya

Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi

Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya

O Sau Rabadi



Lata : Ek Ke Do

Kishore : Hmmm

Lata : Do Ke Chaar

Kishore : Hmmm

Lata : Mujh Ko To

Kishore : Hmmm

Lata : Dikhte Hain

Kishore : Aisa Hi Hota Hai Jab Do Dil Milte Hai

Lata : Ek Ke Do

Do Ke Chaar

Mujh Ko To

Dikhte Hain

Kishore : Aisa Hi Hota Hai Jab Do Dil Milte Hai

Lata : Sar Pe Zameen Paanv Ke Neeche Hai Aasmaan Ho

Sau Rabadi

Kishore : Sau Rabadi

Lata : Sau Rabadi

Kishore : Sau Rabadi

Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar

Ke Pyala Tere Naam Ka Piya

Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi

Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya

O Sau Rabadi

Chorus : O Bansi Bhaiyya..He He He..



O More Raja Bade Jatna Se ki Chune teri phulwaari ke ri..



Lata : Kandhe Pe

Kishore : Hmmm

Lata : Sar Rakh Ke

Kishore : Hmmm

Lata : Tum Mujh Ko

Kishore : Hmmm

Lata : Sone Do

Kishore : Masti Men Jo Chahe Ho Jaye Ho Ne Do

Lata : Kandhe Pe

Sar Rakh Ke

Tum Mujh Ko

Sone Do



Kishore : Masti Men Jo Chahe Ho Jaye Ho Ne Do

Lata : Aise Men Tum Ho Gaye Ho Bade Beimaan Ho

Sau Rabadi

Kishore : Sau Rabadi

Lata : Sau Rabadi

Kishore : Sau Rabadi

Brrrr Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar

Ke Pyala Tere Naam Ka Piya

Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi

Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya

O Sau Rabadi

Chorus : He He He..Kya Kya



Kishore : Raste Mein

Lata : Hmmm

Kishore : Hum Dono

Lata : Hmmm

Kishore : Ghar Kaise Jayenge

Lata : Ghar Wale (ahh)Ab Hum Ko (ahh)Khud Lene Aayenge

Kishore : Raste Mein

Hum Donon

Ghar Kaise Jayenge

Lata : Ghar Wale (ahh)Ab Hum Ko (ahh)Khud Lene Aayenge

Kishore : Kuchh Bhi Ho Lekin Maza Aa Gaya Meri Jaan Ho

Sau Rabadi

Lata : Sau Rabadi

Kishore : Sau Rabadi

Lata : Sau Rabadi

Kishore : Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar

Ke Pyala Tere Naam Ka Piya

Lata : Ho O O Gir Jaoongi (Aye) Main Mar Jaoongi (Aye)

Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya

O Sau Rabadi



Chorus : Are Bajaao Re Bajaao Imaandaari Se Bajaao He He









Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum



Lyrics :



Singer(s): LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR





Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum

Aap Ki Kasam ...



Gham Na Karo Din Judaai Ke Bahut Hain Kum

Aap Ki Kasam ...



Yaad Tum Aate Rahe Ek Hook Si Uthti Rahi

Neend Mujhse Neend Se Maein Bhaagti Chhupti Rahi

Raat Bhar Bairan Nigodi Chandni Chubhti Rahi

Aag Si Jalti Rahi Girti Rahi Shabnam

Aap Ki Kasam ...



Jheel Si Aankhon Mein Aashiq Doobke Kho Jayega

Zulf Ke Saaye Mein Dil Armaan Bhara So Jayega

Tum Chale Jaao Nahin To Kuchh Na Kuchh Ho Jayega

Dagmaga Jayenge Aise Haal Mein Kadam

Aap Ki Kasam ...



Rooth Jaayen Hum To Tum Humko Mana Lena Sanam

Door Hon To Paas Humko Tum Bula Lena Sanam

Kuchh Gila Ho To Gale Humko Laga Lena Sanam

Toot Na Jaye Kabhi Yeh Pyar Ki Kasam

Aap Ki Kasam ..





Paas Nahin Aana Bhool



Lyrics :



Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR





Paas Nahin Aana Door Nahin Jaana

Tum Ko Saugandh Hai Ke Aaj Mohabbat Band Hai



Pehle Tu Aag Bhadakati Hai

Phir Dil Ki Pyaas Buzaati Hai

Teri Yehi Ada To Mujh Ko Pasand Hai

Achchha Haan Haan

Magar Aaj Mohabbat Band Hai



Kitna Kitna Maza Hai Aise Jeene Men

Dhak Dhak Bhi Hoti Nahi Seene Men

Koi Bechaini Nahi Kitna Anand Hai

Ke Aaj Mohabbat Band Hai



Mat Chhed Apne Diwane Ko

Rahne De Tu Is Bahane Ko

Hothon Pe Na Hai Magar Dil To Razamand Hai

Razamand Hai Magar Aaj Mohabbat Band Hai









Suno Kaho Sunah Kuch



Lyrics :



Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR





Kishore : Suno

Lata : Kaho

Kishore : Kaha

Lata : Suna

Kishore : Kuchh Huva Kya?

Lata : Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Suno

Lata : Kaho

Kishore : Kaha

Lata : Suna

Kishore : Kuchh Huva Kya?

Lata : Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi



Kishore : Are Chali

Lata : Hawa

Kishore : Jhuki

Lata : Ghata

Kishore : Kuchh Huva Kya

Lata : Hmmm Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi



Kishore : Teri Kasam Yeh Dilkash Nazaaren Karte Hain Ishaaren Jo Samajhe Koi

Lata : Mere Sanam Yeh Khamosh Aankhen Bhi Karti Hain Baaten Jo Samjhe Koi

Kishore : Samjha Nahin Tum Samjha Do

Lata : Are Suno

Kishore : Kaho

Lata : Kaha

Kishore : Suna

Lata : Kuchh Huva Kya?

Kishore : Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi



Lata : Bas Jo Chale To Subah Se Lekar Rahoon Shaam Tak Main Tere Sang Mein

Kishore : Gar Ho Sake To Main Apne Dil Par Tera Naam Likh Doon Har Ek Rang Mein

Lata : Baaton Mein Na Uljhaao

Kishore : Suno

Lata : Kaho

Kishore : Kaha

Lata : Suna

Kishore : Kuchh Huva Kya?

Lata : Ooo Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi



Kishore : Achchha Kabhi Phir Baat Chhedenge Marzi Nahin Hai Tumhari Abhi

Lata : Kuchh Ho Gaya To Badi Hogi Mushkil Ke Chhoti Umar Hai Hamari Abhi

Kishore : Main Kya Karoon Batla Do

Lata : Suno

Kishore : Haan Kaho

Lata : Kaha

Kishore : Haan Suna

Lata : Kuchh Huva Kya?

Kishore : Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Are Chali

Lata : Hawa

Kishore : Jhuki

Lata : Ghata

Kishore : Kuchh Huva Kya

Lata : Zara Sa Kuchh Hua To Hai

Zara Sa Kuchh Hua To Hai

Zara Sa Kuchh Hua To Hai

Zara Sa Kuchh Hua To Hai





Zindagi Ke Safar Mein



Lyrics :



Singer(s): KISHORE





Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam

Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate



Phool Khilte Hain, Log Milte Hain

Phool Khilte Hain, Log Milte Hain Magar

Patjhad Mein Jo Phool Murjha Jaate Hain

Vo Baharon Ke Aane Se Khilte Nahin

Kuchh Log Ik Roz Jo Bichhad Jaate Hain

Vo Hazaron Ke Aane Se Milte Nahin

Umra Bhar Chahe Koi Pukaara Kare Unka Naam

Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate

Zindagi Ke Safar Mein...



Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai

Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai Suno

Doston Shaq Dosti Ka Dushman Hai

Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Na Do

Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinki

Rok Lo Rooth Kar Unko Jaane Na Do

Baad Mein Pyaar Ke Chahe Bhejo Hazaron Salaam

Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate

Zindagi Ke Safar Mein...



Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai

Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai Yunhi

Vaqt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahin

Ek Pal Mein Ye Aage Nikal Jaata Hai

Aadmi Theek Se Dekh Paata Nahin

Aur Pardey Pe Manzar Badal Jaata Hai

Ek Baar Chale Jaate Hain Jo Din-Raat Subah-O-Shaam

Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate

Zindagi Ke Safar Mein..







0 comments:

Post a Comment