Wednesday, 11 April 2012

Aazaan Lyrics

Movie : Aazaan

Lyrics :

Hindi Song: Afreen

Movie or Album: Aazaan

Singer(s): Salim Merchant

Music Director(s): Salim-Sulaiman

Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya

Cast(s): Sachiin Joshi, Candice Boucher

Afreen Lyrics from Aazaan movie

Aafreen afreen

Aafreen o afreen - (3)

Yun rooh ki ungliyon se, kheenchi hai tune lakeerein

Tasveer hai ret ki woh, ya zindagi hai meri re

Zakhmon ko tune bhara hai, tu marhamo ki tarah hai

Aafreen o afreen - (4)

Tere pehloo ko chhu ke, mehki hai khushboo main

Aa woh hawaien aafreen

Duniya badal jaayegi tu jo mujhe mil jaaye, ik martaba afreen

Aafreen o afreen - (4)

Ya marhaba roop tera, dil ki miti tishnagi re

Saare andhere fanaa ho, aise teri roshani re

Sapno ko tune banaye, tu marhamo ki tarah hai

Hindi Song: Bismillah

Movie or Album: Aazaan

Singer(s): Kailash Kher

Music Director(s): Salim-Sulaiman

Lyricist(s): Irfan Siddique

Cast(s): Sachiin Joshi, Candice Boucher

Bismillah Lyrics from Aazaan movie

Barqatoon ka paighaam mile

Kehne se la ilaha illallah

Rehmaton ka salaam mile

Bas kehne se Bismillah

Bismillah Bismillah Bismillah aa Bismillah

Tere naam se shuru hua

Tere naam se khatam lillah

Bismillah Bismillah Bismillah aa Bismillah

Mushkilein aasan hui, saari aafat tal gayi

Oh Allah, O Allah, Allah

Nemate naazil hui, marrti khwahish pal gayi

Teri mil jaaye panaah

Teri mil jaaye panaah, mere kehne se bas Bismillah

Bismillah Bismillah Bismillah aa Bismillah

Kuch hidaayat kuch karam

Kuch inaayat kuch reham

Oh Allah, Allah

Kuch hidaayat kuch karam

Kuch inaayat kuch reham

Thodi hain farmaaishein jo ho zara gunjaaishein

Naa koi majboor ho, barsa de jo tu noor ko

Iss lifaafe pe likha

Iss lifaafe pe likha hai dil se maine Bismillah

Bismillah Bismillah Bismillah aa Bismillah

Tere naam se shuru hua

Tere naam se khatam lillah

Bismillah Bismillah Bismillah aa Bismillah

Movie : Aazaan

Lyrics :

Hindi Song: Habibi Habibi

Movie or Album: Aazaan

Singer(s): Benny Dayal, Mitika

Music Director(s): Salim-Sulaiman

Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya

Cast(s): Sachiin Joshi, Candice Boucher

Habibi Habibi Lyrics from Aazaan movie

Habibi habibi, habibi you are my lover boy - (4)

Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann

Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba

Sab hai sehmat marhaba habibi

Habibi habibi, habibi you are my lover boy - (2)

Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - (4)

Yeh khoon siyaahi, hai deti duhaai

Bann ja tu meri, kehti khudaai

Tu hai mohabbat, hai daaye qayamat

Ho ja meharbaan, hogi inayat

Mehtaab hai tu meri jabi ka

Sartaaj hai tu kayanaat ka

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba

Sab hai sehmat marhaba habibi

Habibi habibi, habibi you are my lover boy - (2)

Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - (2)

Huzar-o-nawazi, ho kar tu raazi

Haara main haara leja tu baazi

Sitam na sitam kar, kadam na kadam par

Aashiq hoon tera kuch toh reham kar

Mehtaab hai tu meri jabi ka

Sartaaj hai tu kayanaat ka

Josh-e-ulfat marhaba, teri rehmat marhaba

Sab hai sehmat marhaba habibi

Habibi habibi, habibi you are my lover boy - (2)

Hosh hai ghum, aise mein hum kho na jaaye jaan-e-mann - (4)

0 comments:

Post a Comment