Movie : ASLI NAQLI
Lyrics :
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Cast(s): DEV ANAND , SADHANA
(Ik But Banaaunga Tera Aur Puuja Karunga)-3
(Are Mar Jaaunga Pyaar, Agar Main Duja Karunga)-2
(Ik But Banaaunga Tera Aur Puuja Karunga)-2
Are Mar Jaaunga Pyaar, Agar Main Duja Karunga
(Roop Ki Chaandi, Pyaar Ka Sona, Prem-Nagar Se La Ke
Teri Sundar Chhabi Banegi, Donon Chiz Mila Ke)-2
Rang Vafa Ka Main Teri Murat Men Bharunga
(Are Mar Jaaunga Pyaar, Agar Main Duja Karunga)-2
(Man-Mandir Men Tujhako Bithaake Roz Karunga Baaten
Shaam-Savere Har Mausam Men Hongi Mulaakaaten)-2
Dil Ka Haal Kahunga Tujhase, Main Na Darunga
(Are Mar Jaaunga Pyaar, Agar Main Duja Karunga)-2
(Ik But Banaaunga Tera Aur Puuja Karunga)-3
(Are Mar Jaaunga Pyaar, Agar Main Duja Karunga)-
Kal Ki Daulat Aaj Ki Lyrics
Movie : ASLI NAQLI
Lyrics :
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Cast(s): DEV ANAND , SADHANA
Kal Ki Daulat Aaj Ki Khushiyan, Unki Mehfil Apni Galiyan
( Asli Kya Hai Naqli Kya Hai, Poocho Dil Se Mere )- 2

( Todh Ke Sarhey Rishtey Nahtey, Aaya Mein Dilwalon Mein
Sach Kaheta Hoon Jor Nahin Hai, Daulat Ke Rakhwalon Mein )- 2

( Us Duniya Ne Baat Na Poochi, Is Duniya Ne Pyar Diya
Baita Man Ke Raj Mahal Mein, Sapnon Ka Sansar Diya )- 2

Tera Mera Pyaar Amar Lyrics
Movie : ASLI NAQLI
Lyrics :
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Cast(s): DEV ANAND , SADHANA
( Tera Mera Pyaar Amar, Phir Kyon Mujhako Lagata Hai Dar )-2
Mere Jivan Saathi Bata, Kyon Dil Dhadake Rah-Rah Kar
Kya Kaha Hai Chaand Ne, Jisako Sunke Chaandani
Har Lahar Pe Jhum Ke, Kyon Ye Naachane Lagi
Chaahat Ka Hai Harasu Asar, Phir Kyon Mujh Ko Lagata Hai Dar
Tera Mera Pyaar Amar, Phir Kyon Mujhako Lagata Hai Dar
Kah Raha Hai Mera Dil, Ab Ye Raat Na Dhale
Khushiyon Ka Ye Silasila, Aise Hi Chala Chale
Tujhako Dekhun, Dekhun Jidhar, Phir Kyon Mujh Ko Lagata Hai Dar
Tera Mera Pyaar Amar, Phir Kyon Mujhako Lagata Hai Dar
Hai Shabaab Par Umang, Har Khushi Javaan Hai
Meri Donon Baahon Men, Jaise Aasmaan Hai
Chalati Hun Main Taaron Par, Phir Kyon Mujh Ko Lagata Hai Dar
Tera Mera Pyaar Amar, Phir Kyon Mujhako Lagata Hai Dar
Tujhey Jivan Ki Dhor Lyrics
Movie : ASLI NAQLI
Lyrics :
Singer(s): MOHAMMAD RAFI, LATA MANGESHKAR
Cast(s): DEV ANAND , SADHANA
Tujhey Jivan Ki Dhor Se ( Bandh Liya Hai )- 2
Tere Jhulmon Situm Sar Aankhon Par
Maine Badley Me Pyar Ke ( Pyar Diya Hai )- 2
Teri Khushiya Aur Ghum Sar Aankhon Par

( Apsara Koi Aaye Toh Dekhu Nahin
Koi Bahekaye Haske Toh Beheku Nahin )- 2
( Tohre Matwale Nainon Ne Jadu Kiya )- 2
Teri Ulfat Sanam Sar Aankhon Par
Maine Badley Me Pyar Ke ( Pyar Diya Hai )- 2
Teri Khushiya Aur Ghum Sar Aankhon Par
( Mere Jivan Ki Anmeet Kahani Hai Tu
Meri Taqdeer Aur Zindagani Hai Tu )- 2
( Liye Phirte Hu Sabse Chupaye Huey )- 2
Teri Tasveer Hum Sar Aankhon Par
Tujhey Jivan Ki Dhor Se ( Bandh Liya Hai )- 2
Tere Jhulmon Situm Sar Aankhon Par
Tujhey Jivan Ki Dhor Se ( Bandh Liya Hai )- 2
Tere Jhulmon Situm Sar Aankhon Par
0 comments:
Post a Comment