ki: yaa yaa, yaa ba ga, yaa yuN, yaa ba ga uN
aa rahe the ishkool se, raste mein, hamne dekhaa ek khel saste mein
male voice: kyaa beTaa kyaa? ki: aaN maaN
ki: (cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye) -2
(arrey, vaah vaah vaah) -2
ki: arrey chorus: vaah vaah vaah
ki: arrey chorus: vaah vaah vaah, vaah
ki: ai, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
ki: (ey laToo baaku, aa baaku) -4
ki: chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail
chhuk-chhuk-chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail
chhup-chhup-chhup totaa mainaa kaa mel
(pyaar ki pakauDi meeThi baaton ki bhel) -2
thoDaa noon, thoDi mirch, thoDi sonTh, thoDaa tel
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
ki: bol
child: cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye ki: ale vaa le beTaa
child: jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -3
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: arrey
ki: (gol mol gol moTe laalaa shaukeen) -2
tond mein chhupaye hain chiraaG-e-aalaadin
(teen ko hameshaa karte aaye saaDhe teen) -2
zaraa naap, zaraa tol, ise looT, use chheen
(ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2
chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
ki: (ey laToo baaku, aa baaku) -4
ki: (koi mujhe chor kahe, koi kotvaal) -2
kis pe yaqeen karuN, mushkil savaal
(duniyaa mein yaaro hai baDaa hi golmaal) -2
kahin Dhol, kahin pol, seedhi baat, TeDhi chaal
(ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2
chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye
ki: arrey chorus: vaah vaah vaah ki: vaah
(chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -2
chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: aye
ki: uN uN, baabaa man ki aaNkhen khol
0 comments:
Post a Comment