Lyrics :
Singer(s): KISHORE KUMAR
he
dil ye kya cheez hai
aur dil tamanna kya hai
teer par teer chala le tujhe
parwa kya hai
are teri kasam meri jaan
tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain -2
mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain -2
dan dar dan dar da
a dan dar dan dar da
aur honge jinhen
aaraam ke saamaan mile
apni kashti ko to
saahil pe bhi toofaan mile
are ye geet pasand nahi yaar
( naiya puraani hai
toofaan bhi puraane hain ) -2
mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain -2
dan dar dan dar da
dar dar dan dar dan dar rru
Sharmaaye Kaahe Lyrics
Lyrics :
Singer(s): SHAMSHAD
arr
chhai
la la la la
sharamaaye kaahe
( sharamaaye kaahe ghabraye kaahe
sun mere raja o raja aaja aaja ) -2
sharmaaye kaahe
o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
( duniya ke gam karta hai kyon
milne ki raaten hain darta hai kyon ) -2
milne ki raaten hain darta hai kyon
sharmaaye kaahe aay dekho
sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe
o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
( aankhon ka ras pee le zara
zulfon ke saaye mein jee le zara ) -2
zulfon ke saaye mein jee le zara
sharamaaye kaahe
aay dekho
sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe
sun mere raja o raja aaja aaja
sharamaaye kaahe
o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
jaake ye din aane nahi
a tujhko de du main jannat yahi
la la la la
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe -2
sharamaaye kaahe
Suno Gajar Kya Gaaye Lyrics
Lyrics :
Singer(s): GEETA, CHORUS
Cho: o la la la a o la la la a o o o la la
geeta:
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o re jeene waale o re bhole bhaale
sona naa, khona na
Cho:
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o la la la a o la la la a o o o la la
geeta:
geene-chune pal hain tere jeevan ke
dhoom macha le abhi din hain milan ke
o re jeene wale ...
Cho: suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
geeta:
o re jeene wale o re bhole bhaale
sona naa, khona na
cho: o la la la a o la la la a o o o la la
geeta:
husn bhi faani aur ishq bhi faani hai
hans ke bida le do ghadi ki jawaani hai
o re jeene wale ...
geeta:
bichhada zamana kabhi haath na aayega
dosh na dena mujhe phir pachhataayega
o re jeene wale ...
Chor: suno gajar kya gaaye
geeta: sona na
cho: samay gujarta jaaye
geeta: khona na
Tadbeer Se Bigdi Hui Lyrics
Lyrics :
Singer(s): GEETA DUTT
hey hey hey hey, hey hey (2)
(tadbeer se bigdi hui taqdeer banaa le, taqdeer bana le
apne pe bharosa hai to yeh daanv laga le
laga le daanv laga le) 2
hey hey, hey hey
(darta hai zamaane ki nigaahon se bhala kyun
nigaahon se bhala kyun) 2
insaaf tere saath hai ilzaam utha le, ilzaam utha le
apne pe bharosa ... daanv laga le
hey hey, hey hey
(kya khaak woh jeena hai jo apne hi liye ho
apne hi liye ho) 2
khud mitke isi aur ko mitne se bacha le, mitne se bacha le
apne pe bharosa ... daanv laga le
hey hey, hey hey
hey hey hey hey, hey hey
hey, toote hue patwaar hain kashti ke to hum kya
haari hui baahon ko hi patwaar bana le, patwaar bana le
apne pe bharosa ... danv laga le
tadbeer se bigdi hui ... daanv laga le
Ui Dekh Ke Akeli Lyrics
Lyrics :
Singer(s): GEETA, CHORUS
(tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip) - 2
geeta: ui dekh ke akeli mohe barkha sataaye
gaalon ko choome kabhi cheete udaaye re ...
geeta : chali na jaaye chaal lachaku jaise daal
saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal
gore gaal gore gaal gore gore gaal
saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal ui ...
geeta: loote haar singaar paapi jal ki dhaar
khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar
(ek albeli albeli albeli ) -2
khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar ui ...
gee: paanv phisalta jaaye tan hichkolen khaaye
aaise mein jo haath pakad le man uska ho jaaye
(bas ho jaaye ho jaaye ho jaaye) - 2
aaise mein jo haath pakad le man uska ho jaaye ui ...
Yeh Kaun Aaya Lyrics
Lyrics :
Singer(s): GEETA
oh ho ho ho ho ho ho ho
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ha ha ha ha
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ye kaun aaya
( ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi ) -2
ye kaun aaya
achanak ye mere haathon mein
kiska haath aaya hai
na main jaanu na dil jaane
wo apna ye paraya hai
ye kaun aaya
ke main apni hi dhadkan
sun ke sharmaya
ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahar aayi
ye kaun aaya
dulhan ban ke jawani ki
umangen gungunati hain
bata hai kaun aankhon mein
ke aankhen muskurati hain
bikhar ke kiski baanhon se
ye meri zulf laharaayi
ye kaun aaya
ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi
ye kaun aaya
0 comments:
Post a Comment