Movie : BADE DILWALA
Lyrics :
Singer(s): UDIT NARAYAN, SHANKAR MAHADEVAN, ALKA YAGNIK
Maein Kyun Daaman Ko Faylaaun, Maein Kyun Koi Dua Maangun
Tujhe Jab Pa Liya Maine, Khuda Se Aur Kya Maangun
Baantt Raha Tha Jab Khuda, Saare Jahan Ki Naematein
Apne Khuda Se Maang Li Maine Teri Wafa Sanam
Meri Wafa Ki Saaz Mein, Goonj Rahi Hai Laey Teri
Maein Bhi Hoon Teri Jaanejaan, Wafa Bhi Hai Teri
Tu Hi Jo Mil Gaya Mujhe, Chaahiye Aur Kya Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...
Kaash Maein Apni Zindag,I Pyar Mein Yoon Guzaar Doon
Waqt Padhe To Dil Ke Saath, Jaan Bhi Apni Vaar Doon
Shayad Isi Tarah Se Ho, Pyar Ka Haq Ada Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...
Log Yahan Tere Mere, Pyar Ko Aazmayenge
Tujhko Alag Satayenge, Mujhko Alag Rulayenge
Apna Magar Hai Faisla, Honge Na Hum Juda Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...
Jeevan Ke Din Chhote Lyrics
Movie : BADE DILWALA
Lyrics :
Singer(s): KISHORE KUMAR
Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Jeene Ka Rangeen Mausam
Yeh Khoobsurat Zamana
Jeene Ka Rangeen Mausam
Yeh Khoobsurat Zamana
Apne Yehi Chaar Pal Hain
Aage Hai Kya Kisne Jaana
Jeena Jise Aata Hai Woh
In Mein Hi Mauj Mana Le
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Yeh Zindagi Dard Bhi Hai
Yeh Zindagi Hai Dava Bhi
Yeh Zindagi Dard Bhi Hai
Yeh Zindagi Hai Dava Bhi
Dil Todna Hi Na Jaane
Jaane Yeh Dil Jodna Bhi
Is Zindagi Ka Shukriya
Sadke Main Uparwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale
Sochen Jo Hum Matwale
Kahi Na Jaa Lyrics
Movie : BADE DILWALA
Lyrics :
Singer(s): LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR
la: kahi na jaa, aaj kahi mat ja
(phir mile na mile
ye pal ye shama baahon me aaja
kahi na ja aaj kahi mat jaa - 2)
la: (ye jo bas mein kadam nahi tere
main sanvaarungi dua sang tere
tere dil ki manzil hai yahaan - 2)
ki: jaane wafa, sach hai kisko pata
phir mile na mile
ye pal ye shama baahon mein aa jaa
(meri raahon ka diya teri aankhen
mere gam ki dawa teri baatein
to phir aur jaana hai kaha - 2)
la: kahi na jaa, aaj kahi mat jaa ...
uljhan teri main sab jaanu
tujhe teri tarah pehachaanu
jo main hu to gam kyon jaanejaan
ki: ho jab dil hua jab tera deewana
thokar mein hai sara zamaana
mera kya karega ye jahaan
jaane wafa sach hai kisko pata
phir mile na mile, baahon mein aa jaa
la: kahi na jaa, aaj kahi mat jaa ...
0 comments:
Post a Comment