Lyrics :
Singer(s): SHEKHAR RAVJIANI
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Kya karoon kya sochta hai chain dil ka dhoondta hai
Apni kismat ko jagaale beech ka parda uthaale aazmaale
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Apne gham se khelta hai, dard kitne jhelta hai
Sochta tu aur kuch hai, aur kuch tu bolta hai
Apne gham se khelta hai, dard kitne jhelta hai
Sochta tu aur kuch hai, aur kuch tu bolta hai
Apne dil ko tu manaale beech ka parda uthaale aazmaale
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Kashmakash ko chhor de tu, rukh hawa ka mod de tu
Khaali pe maana hai tera, ho sake to tod de tu
Kashmakash ko chhor de tu, rukh hawa ka mod de tu
Khaali pe maana hai tera, ho sake to tod de tu
Ek nayi mehfil sajaale beech ka parda uthaale aazmaale
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Kya karoon kya sochta hai chain dil ka dhoondta hai
Apni kismat ko jagaale beech ka parda uthaale aazmaale
Aazmaale aazmaale aaj khud ko aazmaale
Phirta hai kab se yeh dil sambhaale
Boliye lab pe ruke hain tere sajde mein jhuke hain
Pal pal bhikre hain kitne ujaale
Kitne ujaale, kitne ujaale, kitne ujaale
Bambai Nagariya - Club Mix Lyrics
Lyrics :
Singer(s): BAPPI LAHIRI & VISHAL DADLANI
yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
mujhe tees minute ki journey teen minute mein puri karni hai
saala khud marna hai toh mar na doosre ki kayko waat lagata hai
paisa waat lagata hai...
hum dono dhakkanon ko aaj ke din he paida hona tha
(laakh laakh roz aake bas jaate hai
iss sheher se is dil laga ke phas jaate hai) - 2
sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya - 2
yeh bombay hai yaha time ka matlab hai paisa samjhe
saala khud marna hai toh mar na
(utar jaaye ragon mein jo toh teh nasha hai
iski aadat jo pad gayi toh yeh saza hai) - 2
aise bhar de ke khaali kar de
haa re pal yeh aise jaga hai
thok du kya
laakh laakh roz aake bas jaate hai
is sheher is dil laga ke phas jaate hai
sone ki raahon mein soone ko jaaga nahi
shola hai ya hai bijuriya dil ki bajariya bambai nagariya - 5
sala yaha toh footpath bhi housefull hain
Bekhudi Mein Jahaan Khoya Soya Lyrics
Lyrics :
Singer(s): SHAAN
Bekhudi mein jahaan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Bekhudi mein jahan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Taqdeer kal ki kitaab hai
Saara likha us mein hisaab hai
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Gumsum zameen chup aasmaan
Khamosh hai jahaan
Maddham sa hai kaisa nasha
Behosh hai sama
Har dil yahan dhadkanon ka saans hai
Jo ho sake sun dhadkanein teri aawaaz hai
Bekhudi mein jahaan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Bekhudi mein jahan khoya soya
Kal ki kis ko hai khabar
Taqdeer kal ki kitaab hai
Saara likha us mein hisaab hai
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Kya khabar woh kal hi hawa chale kis taraf kya pata
Chhor de tod de zindagi
Ek Nazar Mein Bhi Pyar Hota Hai Lyrics
Lyrics :
Singer(s): KK & SUNIDHI CHAUHAN
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai
Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Chamakte hain chehre, chamakti hai duniya
Behekti hai saansein mere liye
Nazar se nazar jo mila loon agar to
Phirakti hai dhadkan bhi mere liye
Nasha kuch nigahon mein bhi aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Hawa pe jahan dekhne ko chale hain
Bani badalon se hai apni zameen
Jo udne lage aasmaan tak hai jaana
Na khushiyon mein apni hai koyi kami
Pasand kuch hawaon ka bhi aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai
Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai
Meter Down Lyrics
Lyrics :
Singer(s): ADNAN SAMI
kisi ka chutta, kisi ki daulat,
kisi ka love, kisi ki mohabbat,
yahaan pe zindagi ki har khushi,
rupaiya hai ya dollar hai ya pound,
hey meter down, down......
hey meter down, down......
hmmm kitna kitna, kitna kaafi hai kisko bolo
uske jitna, apni kismat ko aise tolo
sabka dharam, ki kam na ho rakam,
saare sapnon mein sikko ka sound,
hey meter down, down....
hey meter down, down....
(la la la la....)
oh yeah
chikni, chikni, meri noto ki chamdi chikni
tikni, tikni duniya hai inke dum pe bikni
dil hai naram, to khayega zakham,
tera lost kisi aur a found,
hey meter down, down....
hey meter down, down....
kisi ka chutta, kisi ki daulat,
kisi ka love, kisi ki mohabbat,
yahaan pe zindagi ki har khushi,
rupaiya hai ya dollar hai ya pound,
hey meter down, down......
hey meter down, down......
0 comments:
Post a Comment