Monday, 9 April 2012

Hindi Raksha Bandhan SMS



Funny Raksha Bandhan SMS











Cham Cham kar ke aayi,

Cham Cham kar ke chali gayi,

Main Sindoor leke khada raha,

Aur woh rakhi ban ke chali gayi…









SMS for Sister in Hindi







Aaj din bohot khaas hai,

Behna k liye kuch mere paas hai,

Uske sukun ki khaatir o behnaa..

Tera bhaiya hamesha tere aas-paas hai !!









Funny Raksha Bandhan SMS for Friends in Hindi





Khuda Kare Tujhe Khushiyan Hazaar Mile,

Mujhse Bhi Achcha Yaar Mile,

Meri Girlfriend Tujhe Bandhe RAKHI,

Aur Ek AUR Behan Ka Pyaar Mile…









Funny SMS on Raksha Bandhan









Yes I love you. You are so cute, smart. My mother also likes you very much. My father is ready to take up our relationship seriously. So please don’t say no to my proposal. Accept me as your dearest, loveliest younger sister. Happy Raksha Bandhan Bhaiya.









Funny Rakhi SMS for Friends









Agar aap bus, train, plane ya kahin se bhi aa ya jaa

rahe ho aur kisi mahila ke haath mai phool, dhaga,

chain ya chamakti hui koi bhi vastu dekhen.

To turant wahan se hat jayen.

Yeh vastu Rakhi ho sakti hai.

Aapki zara si laparwahi apko Bhai bana sakti hai!

Janhit Mai Jaari!







Funny Rakhi SMS in Hindi







Hello Bhaiya, how r u?

How’s life?

Rakhi bhej di hai, mil jayegi.

Mera cell kharab hai isliye me

inke cell se sms kar rahi hoon.

Tumhari pyari behan – Katrina Kaif







Naughty Raksha Bandhan SMS in Hindi







Aankho mein “Sharafat” Chaal mein “Najakat” Dil mein “Sachchai” Aur chahre mein “Safai” Phir kyon na bole har ladki aapko “Bhai”.

`

Dil ki baat dil me mat rakhna, Jo pasand ho usse I Love Yoou kahana.

Agarvo gusse ma aa jaye to darna mat..

Rakhi nikalna aur kahana… pyari bahana milato rahana…

`

Kya Bataoo Yaaro Meri Kismat Ki Kahani Kuch Is tarah Likhi Gai Jin Hatho Se Gulab Dena Chahta Tha Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Cali Gai…

`

Payal chhankaati aai thi, payal chhankaati chali gayi, Main sindoor leke khada tha vo mujhe rakhi pahana ke chali gayi…











Posted by Rahul under Hindi Raksha Bandhan SMS







This msg is for the most wonderful

sisters of this world —-badi and chhoti.

Thank u didi for always being there on my

side and for helping me in those infinite

ways which I cannot even remember…









Funny Hindi SMS on Rakhi Festival







News: Aapki charcha hain har gali mein har ladki ke dil mein aapke liye pyar hain,ye koi chmatkar nhi time hi aisa hain kyuki kuch hi dino me RAKHI ka tyohar hai..

`

Agar aap bus,train,plane ya kahin se Bhi aa-ja rahe ho aur kisi mahila ke hath mein phool,dhaga,chain ya chamkti hue koi B vstu dkhen,to turant wahan se hat jayen.Yeh vastu RAKHI ho sakti hai. Apke jara C laprwahi apko BHAI bana sakti hai. Janhit me jaari.

`

Hello Bhaiya, How r u? Hows life? Rakhi bhej di hai, mil jayegi. Mera Cel kharab hai is liye me inke cel se sms kar rahi hu tumari pyari Behan – MALLIKA SHERAWAT

`

Ummidon ki manzil deh gayi,

Khwabon ki duniya beh gayi,

Abe teri kya izzat reh gayi,

Jab ek zakkas item tere ko “BHAIYA” aur RAKHI pehna gayi….

`

Apki charcha hai har gali mein,

Har ladki ke dil me apke liye pyar hai,

Ye koi chamatkar nahi time hi aisa hai,

Kyonki kuch hi dino me RAKHI ka tyohar hai.

`

Har Ladki tere liye beqarar hai,

Har Ladki ko tera Intzar hai,

Ye tera koi kamaal nahi o mundiya,

Kuch dinbaad Rakhi ka jo teohar hai…









Rakhi SMS for Brother









Sky Is Blue, Feel This Hue,

My Love Is For You Bhaiya?Always True.

Loads Of Good Wishes For Raksha Bandhan…





Rakhi SMS for Sister









This Msg Is For The Most Wonderful

Sisters Of This World Badi And Chhoti.

Thank U Didi For Always Being There On My

Side And For Helping Me In Those Infinite

Ways Which I Cannot Even Remember?









Rakhi SMS in Hindi







Agar Aap Bus, Train, Plane Ya Kahin Se Bhi Aa Ya Jaa

Rahe Ho Aur Kisi Mahila Ke Haath Mai Phool, Dhaga,

Chain Ya Chamakti Hui Koi Bhi Vastu Dekhen.

To Turant Wahan Se Hat Jayen.

Yeh Vastu Rakhi Ho Sakti Hai.

Aapki Zara Si Laparwahi Apko Bhai Bana Sakti Hai…

Janhit Mai Jaari!!!









Raksha Bandhan SMS in Hindi









Kaamyabi tumhare kadam chume,

Khushiyan tumhare charo aur ho,

Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,

tum mujhe kuch to commission do!

To my extremely lovable (but kanjoos) brother…

Just kidding as always.

“Happy Raksha Bandhan.”









Hindi Raksha Bandhan SMS for Brother







Rishta hai janmo ka hamara,

Bharose ka aur pyaar bhara,

Chalo, ise bandhe bhaiya,

Rakhi ke atut bandhan mein.

“Happy Raksha Bandhan” to My Dearest Brother.

`

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai,

Ek hazaron mein mere Bhaiya hai…

Luv U always. “Happy Raksha Bandhan.”

`

Kaamyabi tumhare kadam chume,

Khushiyan tumhare charo aur ho,

Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,

tum mujhe kuch to commission do!

To my extremely lovable (but kanjoos) brother…

Just kidding as always.

“Happy Raksha Bandhan”



Load “Behna ne bhai ki” ringtone via your PC Raksha Bandhan











Funny Raksha Bandhan SMS







Hello Bhaiya,

How R U?

Rakhi Bhej Di He,Mil Jayegi.

Mera Cel Kharab He Isliye Me Inke Cell Se Sms Kar Rahi Hu.

Tumhari Pyari

Katrina.









Raksha Bandhan SMS







Saawan ka mausam tha,

Poonam ki raat thi,

Mein uske paas tha,

Woh mere karib thi



Fir woh mere paas aayi,

Aur thodi si ghabraayi,

Jab meine uska haath pakada,

To woh thodi si sharmaayi



Usne kaha aaj hum

Aise bandhan me bandh jaaye,

Jise duniya ki,

Koi taakat na tod paaye,



Meri khushi ka andaaza,

Lagana mushkil tha,

Par iske aage jo hua,

Woh batana bhi mushkil hai



Usne mera haath,

Haatho me lekar kaha,

Yeh to janam janmo,

Ka bandhan hai



Phir mujhe yaad aaya,

Woh Saawan ka mausam,

Woh poonam ki raat,

Yeh to Raksha Bandhan hai!









Raksha Bandhan SMS







I just want to let you know

You mean the world to me

Only a heart as dear as yours

Would give so unselfishly



The many things you’ve done

All the times that you were there

Help me know deep down inside

How much you really care



Even though I might not say

I appreciate all you do

Richly blessed is how I feel

Having a brother just like you…











0 comments:

Post a Comment