Lyrics :
Bekali Bekali Bekali Bekali - (4)
Teri Baaton Se Hai, Mulaakaaton Se Hai - (2)
Jazbaaton Se Hai, Kayi Raaton Se Hai
Bekali Bekali Bekali Bekali - (5)
(Kore Kaagaj Si Hai Tu, Hai Ibaadat Si Tu
Mehnat Se Mili Tu, Jaise Shoharat Si Tu) - (2)
Tere Paane Se Hai, Tere Khone Se Hai
Tere Jaadu Se Hai, Tere Tone Se Hai
Bekali Bekali Bekali Bekali - (4)
(Saara Aalam Tera, Har Ik Mausam Tera
Tujhase Hi Roshan Hai Mera Saanz Savera) - (2)
Teri Chaahat Se Hai, Aur Mohabbat Se Hai
Teri Ulfat Se Hai, Teri Hasrat Se Hai
Bekali Bekali Bekali Bekali - (4)
Teri Baaton Se Hai, Mulaakaaton Se Hai
Jazbaaton Se Hai, Kayi Raaton Se Hai
Bekali Bekali Bekali Bekali - (5)
Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Lyrics :
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake, Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane, Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala
Hai Bheed Mein Laapata.., Hai Aadami Puchhata..
Kya Hai Khushi Ka Pata.. Yahaan Oooo...
Dil Pe Roj Ke Laakhon Bojh Se Milke Soch Le
Aajaoo Honge Kam Yeh Kaise
Bante Roj Yahaa Pe Nakshae, Koyi Na Kisiko Bhi Bakshe
Dono Haathon Se Hi.. Lute Yahaan Sabhi.. Aadami..
Kaisa Yeh Kaam Hai.., Khaas Na Ho Saka...
Aadami Kyun Aam Hai.. Yahaan.. Oooo...
(Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake, Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane, Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala) - (2)
Thoda Matlabi Hai, Thoda Laalachi Hai
Banda Jo Yeh Maane Karz Bhi Hai Koyi Dhanda
De Do Meri Haathon Mein Duniya, Lauta Dunga Main Sabko Khushiyaan
Jahaan Yeh Gaaye Ja, Mitha Sa Taraana Gaaye Ja
Hai Hausla Saath Mein, Le Aayunga Dhund Ke
Dhup Ko Main Raat Mein Yahaan.. Oooo...
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Sar Jhukaake, Koyi Sar Uthaake Yahaan Pe Chala
Koyi Darr Sa Jaaye, Koyi Kar Dikhaaye Jalwa
Koyi Mar Na Jaane, Koyi Kar Na Jaane Jara Hausala...
Koyi Na Roke Yeh Parwaazen
Lyrics :
Koyi Na Roke Yeh Parwaazen, Koyi Bhi Abb Na De Aawaazein
Chalo Mastiyon Mein Jhumein, Chalo Aasmaan Bhi Ghumein
Manzilon Se Milein, Chalo Baadalon Ko Chumein
Aa Jaao Chhodo Aana Kaani Yeh, Aa Jaao Raahein Aani Jaani Yeh
Aa Jaao Ji Lo Jindagaani Yeh, Bhulake Hamdam Tum Sab Ghum Ko

Abb De Raha Hai Taane, Hamein Yeh Jahaan Kya Jaane
Chir Ke Chaand Ko Yahaan Laayenge Jo Thaane
Samajho Na Ham Bhole Bhaale Hai, Hum Hi Toh Jahaan Ke Ujaale Hai
Jine Ke Thang Bhi Niraale Hai, Manjilo Se Jina Jaane
(Aa Jaao Chhodo Aana Kaani Yeh, Aa Jaao Raahein Aani Jaani Yeh
Aa Jaao Ji Lo Jindagaani Yeh, Bhulake Hamdam Tum Sab Ghum Ko) - (2)
Nazar Lage Na Tumhe Kisiki
Lyrics :
Nazar Lage Na Tumhe Kisiki, Tumko Kahi Chhupaa Lu Main
Dhaar Banaalu Kajali Ki Aur Apani Aankh Mein Daalu Main
Jine Ki Hasrat Banke Reh Ja Mere Sine Mein - (2)
Main Baahon Mein Teri Ji Lu Aur Maru
Ji Chaahata Hai Pyaar Tumhe Main Aur Karu
Mm Hmm Hmm Hmm Ha Ha Ha Ha.....

(Tumse Puchhu, Khudse Puchhu, Ya Dil Ke Armaano Se
Pyaar Ke Lamhe Aksar Hi Kyun, Aate Hai Mehmaano Se) - (2)
Paas Ghadi Bhar Ko Rehate Hai, Kal Phir Aayenge Kehate Hai - (2)
Na Paani Na Yeh Hawa Se, Phir Jaane Kyun Behati Hai - (2)
Inn Lamhon Mein Pyaar Ke Rang Main Bharu
Ji Chaahata Hai Pyaar Tumhe Main Aur Karu
Hmm Hmm Hmm Hmm La La La.....
Hoo Nazar Lage Na Tumhe Kisiki, Tumko Kahi Chhupaa Lu Main
Dhaar Banaalu Kajali Ki Aur Apani Aankh Mein Daalu Main
Jine Ki Hasrat Banke Reh Ja Mere Sine Mein - (2)
Main Baahon Mein Teri Ji Lu Aur Maru
Ji Chaahata Hai Pyaar Tumhe Main Aur Karu
Mm Hmm Hmm Hmm La La La.....
0 comments:
Post a Comment