[singers;-Lata Mangeshkar ]
ye munh aur daal masoor ki \-2
zara dekho to
zara dekho to surat huzoor ki
zara dekho to surat huzoor ki, huzoor ki, huzoor ki
ye munh aur daal masoor ki \-2
phiki-phiki surat mizaaj tikha tikha
kha kar kahaan se aaye aaj tikha tikha
phiki-phiki surat
o phiki-phiki
phiki-phiki surat, mizaaj tikha tikha
kha kar kahaan se aaye aaj tikha tikha
mizaaj tikha tikha
jal jaaye na zabaan huzoor ki
jal jaaye na zabaan huzoor ki, huzoor ki, huzoor ki
ye munh aur daal masoor ki \-2
bandar shahar ka aaya hai gaanv men
bandar shahar ka ye aaya hai gaanv men
maze se hilaay dum peepal ki chhaanv men
bandar shahar ka aaya hai gaanv men
maze se hilaay dum peepal ki chhaanv men
peepal ki chhaanv men
soojhi andhe ko
soojhi andhe ko kitani hai dur ki
soojhi andhe ko kitani hai dur ki, hai dur ki, hai dur ki
ye munh aur daal masoor ki \-2
0 comments:
Post a Comment