[Jai ganesh ji ki 2
Aarti karein hum sab ganesh ji ki]2
App hai swami dhukh harta
Dukhiyon ke palankarta
App hai bhagwan sukh data
Om jai jai sri gadnatha
Hum sab sharan mein hai bhagwan
O shiva gad muskhak vahan
[Jai ganesh ji ki 2
Aarti karein hum sab ganesh ji ki]2
App to hai gauri nandan
App to hai maan se vandan
App to hai jansukhdayak
Kehti hai duniya Gadnayak
App ki puja ghar ghar mein
Kastnivare pal bhar mein
[Jai ganesh ji ki 2
Aarti karein hum sab ganesh ji ki]4






0 comments:
Post a Comment