Tuesday, 24 April 2012

Chandani Raat Hai Saiyan ( Dhamaal - 2007 )







Aaaaaaah Aiyaya... Aaaaaaah Aiyaya Aiyaya



Chandani Raat Hai Saiyan

Thaam Le Thaam Le Baiyan -2



Rut Kis Ki Hai Is Dil Main

Lagi Hai Aag Aiyaya Aiyaya Aiyaya

[Chandani Raat Hai Saiyan

Thaam Le Thaam Le Baiyan] -2



Dard Ki Had Se Guzar Jaoon Mein

Aisa Waisa Na Kuch Kar Jaoon Mein



Aaaaaaah....



Dard Ki Had Se Guzar Jaoon Mein

Aisa Waisa Na Kuch Kar Jaoon Mein

Tere Pehloon Mein Bikhar Jaoon Mein

Pyaas Ke Mar Na Mar Jaoon Mein



Maanle Kehna Maanle Kehna... -2

Paroon Mein Tere Paiyan...

Aiyaya Aiyaya



Hey... Aagaya Hai Tera Saiyan

Thaam Le Ga Teri Baiyan

Aagaya Hai Tera Saiyan

Thaam Le Ga Teri Baiyan



Is Kadar Chaah De Dega

Kahe Gi Na Tu Ayaya



Agaya.. Agaya

[Aagaya Hai Tera Saiyan

Thaam Le Ga Teri Baiyan]-2



Hey Baichaini Main Karaarat Main

Aaja Aaja Aaja Tujhe Pyaar Doon Mein



Heyy Haan Haan Haan Haan



Hey Baichaini Main Karaar Doon Mein

Aaja Aaja Aaja Tujhe Pyaar Doon Mein

Tera Rang Roop Nikhar Doon Mein

Tera Sang Raat Guzaar Doon Mein



Haan Mere Jaisa To Mere Jaisa To

Mere Jaisa To Mere Jaisa To

Aashiq Koi Nahin Hai



Haan



Aagaya Hai Tera Saiyan

Thaam Le Ga Teri Baiyan -2



Rut Kis Ki Hai Is Dil Main

Lagi Hai Aag Ayaya Ayaya Ayaya

[Chandani Raat Hai Saiyan

Thaam Le Thaam Le Baiyan] -4

0 comments:

Post a Comment