Tuesday, 24 April 2012

Hamey Kya Garaz Log Kya Mantey Hain ( Anari - 1975 )







Hamey kya garaz log kya mantey hain

haseenon hum toh khuda mantey hain

haseenon ko hasrat khuda mantey hain

mohabbat ko phir aap kya mantey hain



Na khusboo alag hai na phoolon ke pyale

tumhi ho mohabbat tumhi husn wale

yeh sach hai toh phir kyon bhura mantey hain

haseenon ko hum toh khuda mantey hain



Haseenon ko hasrat khuda mantey hain

mohabbat ko phir aap kya mantey hain

hamey kya garaz log kya mantey hain

haseenon ko hum toh khuda mantey hain

0 comments:

Post a Comment