Lyrics :
Singer(s): UDIT NARAYAN, KUNAL GANJAWALA
wapas aayi gaaon se gujariya
miley na isse iske sawariya
laaye nahi laali chunariya
milega isse kaun sanwariya
hey dekho zara dekho kya hai ladki
puchho zara puchho kyon hai bhadki
arey dekho zara dekho kya hai ladki ho ho
dekho zara dekho kya hai ladki
puchho zara puchho kyon hai bhadki
dekho zara dekho kya hai ladki ho ho
kitna akadti hai kyon sabse ladti hai
lagti hai koi bala
rampam ramba ramba ho - 3
dekho zara dekho kya hai ladki
puchho zara puchho kyon hai bhadki
arey dekho zara dekho kya hai ladki o o
iski adaayen kaatilana
iski nigaahen aashiqana
dil pe mere bijli giren
jab lehra ke chalti hain
college mein sabko tarsaaye
yeh na kisike haath aaye
yeh hai koi jwalamukhi
gusse mein aag ugalti hain
rang gora gora ang mastana
yeh toh huur hai
chadhti jawani husn ke nashe mein
yeh toh chuur hain
yaaron zara keh do isse
aaise na tewar yeh dikhlaye
rampam ramba ramba ho - 3
dekho zara dekho kya hai ladki
puchho zara puchho kyon hai bhadki
haai dekho zara dekho kya hai ladki ho o
iske khayalon ko sajaye
koi shehzaada dhundh laaye
gam ki hai yeh maari hui
isko bana de koi dulhan
rehti hai jaane kyu akeli
lagti hai yeh toh ek paheli
koi yaha jaaye nahi
jaane hai iski kya uljhan
ise samjhaao koi toh bataon
yeh hai josh mein
koi na milega akeli hi rahegi
aaye hosh mein
aaisa na ho saari umar
yuhi kuwari yeh reh jaaye
rampam ramba ramba ho - 3
dekho zara dekho kya hai ladki
puchho zara puchho kyon hai bhadki
arey dekho zara dekho kya hai ladki ho o
kitna akadti hai kyobn sabse ladti hai
lagti hai koi bala
rampam ramba ramba ho - 2
Ishq Main Pyar Main Lyrics
Lyrics :
Singer(s): ALKA YAGNIK, SHAAN
alka:
haan haaaaaaaan an
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain
neend bhi chaain bhi hosh bhi kho raha hain
is tarah chod ke door na jaa
faasle keh rahe paas aja
is tarah chodke door naa jaa
paas mere paas aaja ui ui
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain
shaan:
ghoomati hain zameen jhoomta assman
kaunsi hain jagah aagaye hum kahan
alka :
ghoomati hain zameen jhoomta aasman
kaunasi hain jagah aa gaye hum kahan
shaan :
rut hain jawani ki tera mera saath hain masti fizaaon main
alka:
kitni suhani si apni mulaqat hain
aa meri baahon main
shaan:
bekarariyaan kya khumaariyaan
bekhudi main cha raha nasha
alka:
ui ui
shaan:
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain
alka :
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain
shaan :
neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain
alka:
neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain
alka:
kya haseen hain sama kuch hawa sard hain
dhadkane bekhabar dil main bhi dard hain
shaan:
kya haseen hain sama kuch hawa sard hain
dhadkane bekhabar dil main bhi dard hain
alka :
teri tamanna hain tera hi khayal hain
jaane tu jaane naa
shaan :
kaise bataoon main
kaisa mera haal hain mane tu maane naa
alka:
beqaraar main bekhayal tu
aa raha hain aaj to majah
ui ui
shaan:
ishq main pyaar main kya kya ho raha hain
alka :
neend bhi chain bhi hosh bhi ko raha hain
Lee Humne Thi Kasam Lyrics
Lyrics :
Singer(s): HARIHARAN
lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum - 2
(ek dusre pe hum lutaye apani zindagi
aa milke baant le woh chaahe gam ho ya khushi) - 2
na chhoote umra bhar rang kabhi apane pyar ka
lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum
(ek suur mein ek lay mein ek tarana gaayenge
ek dil mein ek jaan mein ek duje ko paayenge o o o) - 2
sabki palkon tale ek sapana pale
ek hi sabka hai aashiyaan
lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum
na akele jee sakenge tanha tanha royenge
yaad karte gujri baaten jaagenge na soyenge
na lagaye nazar koi iss pyar par
muskurata rahe yeh jahaan
lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum
ek dusre pe hum lutaye apani zindagi
aa milke baant le woh chaahe gam ho ya khushi
na chhoote umra bhar rang kabhi apane pyar ka
lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum
Loot Gayi Loot Gayi Lyrics
Lyrics :
Singer(s): GAYATRI, SAYONARA PHILIP, POORNIMA, RAJA LAKSHMI
Mat Pooch Mere Sanwariya Haalat Mere Joban Ki
(Ho Mat Pooch Mere Sanwariya Haalat Mere Joban Ki) - 2
((Luut Gayi) - 5 Lanka Raawan Ki) - 2
Mat Pooch Mere Sanwariya Haalat Mere Joban Ki
(Ho Mat Pooch Mere Sanwariya Haalat Mere Joban Ki) - 2
((Luut Gayi) - 5 Lanka Raawan Ki) - 2
(Gayi Mein Kaahe Gayi Bajariya Gayi
Mila Ek Harjaai Bola Dil De De Mujhko) - 2
Muhjko Samajh Bholi Gori Karne Laga Jora Jori
Uui Ma Seena Jhapti Mein Khul Gayi Ankhiyaa Ki Dori
Uss Dagabaaz Ki Beimaan Ki Chaal Na Samjhi Dushman Ki
((Luut Gayi) - 5 Lanka Raawan Ki) - 2
(Gayi Main Kaahe Gayi Dagariya Gayi
Pakad Ke Baahon Mein Bola Pass Aaja Rani) - 2
Pehle Toh Kutch Sharmaai Main, Phir Thoda Ghabraai Main
Usne Jo Ungali Pakdi Toh Khich Lee Apani Kalaai Main
Uss Pehli Raat Mein Baat Baat Mein, Chaal Na Samjhi Saajan Ki
((Luut Gayi) - 5 Lanka Raawan Ki) - 2
Mat Pooch Mere Sanwariya Haalat Mere Joban Ki
Ho Mat Pooch Mere Sanwariya Haalat Mere Joban Ki
((Luut Gayi) - 5 Lanka Raawan Ki) - 2
Rafta Rafta Hole Hole Lyrics
Lyrics :
Singer(s): UDIT NARAYAN, SUJATHA
Rafta Rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala
kabhi ha kabhi naa
hum karte rahe
chupke aahe bhi bharte rahe
dekhate dekhate ye kya ho gaya
rafta rafta hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
Raaton main ab tera sapna
mujhko aata hai
ek angdai ek bechaini
deke jaata hai
teri aankhon ka
main deeawana hoon
tere hothon ka
main paimana hu
tu ye jaane na
rafta rafta
hole hole
dil ko churaya tumnee
dil ko to pata bhi na chala
Iss pehlu main iss daaman main
mujhko rehna hai
dard judaai ka ek pal bhi
ab na sehna hai
meri yaadon main jaane ja tu hai
meri saanson main teri khusboo hai
tu hai meri jaan
rafta rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jaadu chalaya tumne
dil koto pata bhi na chala






0 comments:
Post a Comment