Lyrics :
Singer(s): ALKA YAGNIK
bombai se gayi poona poona se gayi dilli dilli se gayi patna
phir bhi na mila sajana - 2
mehakaaya maine gajara chamakaayi maine bindiya khanakaaya maine kangana
phir bhi na mila sajana - 2
hum hain raahi pyar ke - 4
aankhon mein chupa lungi saanson mein basa lungi
main usaki mohabbat mein duniya ko bhula dungi
khwaabon mein rahi khoyi raaton ko nahi soyi main usake liye royi
phir bhi na mila sajana - 2
bambai se gayi poona poona se gayi dilli dilli se gayi patna
phir bhi na mila sajana
hum hain raahi pyar ke - 4
jab yaad usaki aaye dil mera dhadak jaaye
wo hain bada bedardi kitana mujhe tadapaaye
baagon mein use dhunda raahon mein use dhunda galiyon mein use dhunda
phir bhi na mila sajana - 2
bambai se gayi poona poona se gayi dilli dilli se gayi patna
phir bhi na mila sajana
hum hain raahi pyar ke - 4
mehakaaya maine gajara chamakaayi maine bindiya khanakaaya maine kangana
phir bhi na mila sajana
hum hain raahi pyar ke - 8
o nahi soyi main usake liye royi
phir bhi na mila sajana - 2
bombai se gayi poona poona se gayi dilli dilli se gayi patna
phir bhi na mila sajana
hum hain raahi pyar ke - 4
jab yaad usaki aaye dil mera dhadak jaaye
wo hain bada bedardi kitana mujhe tadapaaye
baagon mein use dhunda raahon mein use dhunda galiyon mein use dhunda
phir bhi na mila sajana - 2
bombai se gayi poona poona se gayi dilli dilli se gayi patna
phir bhi na mila sajana
hum hain raahi pyar ke - 4
mehakaaya maine gajara chamakaayi maine bindiya khanakaaya maine kangana
phir bhi na mila sajana
hum hain raahi pyar ke - 8
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Lyrics
Lyrics :
Singer(s): ALKA YAGNIK & KUMAR SANU
Cast(s): Aamir Khan , Juhi Chawla
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Deedaar Adhura Rehta Hai
Jab Tak Na Pade Aashiq Ki Nazar
Singaar Adhura Rehta Hai
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Deedaar Adhura Rehta Hai
Jab Tak Na Mile Nazron Se Nazar
Iqraar Adhura Rehta Hai
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Dilbar Ka Dilbar Ka Dilbar Ka
Gore Mukhde Se Ghunghta Hataane De
Ghadi Apne Milan Ki To Aane De
Mere Dil Pe Nahin Mera Kaabu Hai
Kuchh Nahin Ye To Chaahat Ka Jaadu Hai
Badhti Hi Jaati Hai Sanam Pyaar Ki Ye Bekhudi Ho
Do Premiyon Ke Na Milne Se
Sansaar Adhura Rehta Hai
Jab Tak Na Mile Nazron Se Nazar
Iqraar Adhura Rehta Hai
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Dilbar Ka Dilbar Ka Dilbar Ka
Baag Mein Gul Ka Khilna Zaruri Hai
Haan Mohabbat Mein Milna Zaruri Hai
Paas Aane Ka Achha Bahaana Hai
Kya Karun Maein Ki Mausam Deewana Hai
Dil Mera Dhadkaane Lagi Ab To Ye Deewaangi Ho
Bina Kisi Yaar Ke Jaan-E-Jaan
Ye Pyaar Adhura Rehta Hai
Jab Tak Na Mile Nazron Se Nazar
Iqraar Adhura Rehta Hai
Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
Dilbar Ka Dilbar Ka Dilbar Ka






0 comments:
Post a Comment