Lyrics :
Singer(s): ASHA BHOSLE, SURESH WADKAR
aaur is dil mein kyaa rakhaa hai
teraa hee dard chhoopaa rakhaa hai
cheer ke dekhe dil meraa to
teraa hee naam likhaa rakhaa hai
pyaar ke afasaane sune the logon se
pyaar kyaa hotaa hai, ye toone samazaayaa
milaa dil tuz se to, khwaab dekhe ayese
junoon jaane kaisaa, jawaan dil pe chhaayaa
dil mein ayesaa dard uthhaa, dil ho gayaa diwaanaa
diwaanon ne is duniyaan mein, dard kaa naam dawaan rakhaa hai
nigaahon mein meree ye soorat hain teree
jindagee ye meree amaanat hain teree
dhadakate seene mein mohabbat hain teree
mohabbat ye teree, ibaadat hain meree
tere seewaa kuchh yaad naheen hai, too hee too dil me
dil ne yaar kee poojaa kee hai, pyaar kaa naam khudaa rakhaa hai
Aye Kaash Dil-E-Nadaan
Lyrics :
Singer(s): SURESH WADKAR
aye kaash dil-e-nadaan - 2
aaisa na kiya hota pyar kiya hota
sauda na kiya hota pyar kiya hota
sauda na kiya hota
aye kaash dil-e-nadaan
vaada wafa ka humne kis mod pe hain toda - 2
haste kisi chaman ko veeran karke chhodha
veeran karke chhodha
masoom kisi dil ko dhokha na diya hota - 2
pyar kiya hota sauda na kiya hota
aye kaash dil-e-nadaan
khwaabon ke aashiyaan pe bijli girayi humne - 2
daulat se mohabbat ki keemat lagai humne
keemat lagai humne
neelam main hua tha dil toh na bika hota - 2
pyar kiya hota sauda na kiya hota
aye kaash dil-e-nadaan
ek bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke - 2
laute hai aaj hum yeh kaisa gunaah karke
kaisa gunaah karke
yu naam mohabbat ka ruswaa na kiya hota - 2
pyar kiya hota sauda na kiya hota
aye kaash dil-e-nadaan
aaisa na kiya hota pyar kiya hota
sauda na kiya hota
aye kaash dil-e-nadaan
Bada Shaitan Hai Dil
Lyrics :
Singer(s): KISHORE KUMAR
bada shaitaan hai dil ajii beiimaan hai dil -2
naa jaane kab kidhar kis par machal jaae sambhalanaa
badaa shaitaan hai ...
jaane kahaan kis mod pe koii hamein aisaa mile
janmon kaa jo saathii lage milate hii jo dil chhiin le
koii naa jaane kis mehfil mein vo mahabuub mile
dil naa sambhale nazar-nazar mein aise tiir chale
badaa naadaan hai dil ajii shaitaan hai dil
nazar kaa tiir jaane jaane kis pe chal jaaye sambhalanaa
badaa shaitaan hai ...
roke nahiin rukataa nahiin baandhe kabhii bandhataa nahiin
kis par kahaan aa jaaye dil iskaa nahiin koii yaqiin
kaise-kaise rang ye badale jab ho jaaye javaan
isamein kyaa-kyaa chalen aandhiyaan jaagen kyaa tuufaan
ajii tuufaan hai dil badaa shaitaan hai dil
naa jaane kahaan kis par phisal jaaye sambhalanaa
badaa shaitaan hai ...
Mitwa Tu Kaha
Lyrics :
Singer(s): ALKA YAGNIK, SADHANA SARGAM, SURESH WADKAR
o o o...
sa ni sa...
o o o...
more ghar aaye sajanwa - 2
daal daal koohke koyaliya - 2
man mayur naachen aanganwa
more ghar aaye sajanwa - 2
ang ang chalke madhu madira
ang ang chalke
o o o ...
ang ang chalke madhu madira
chede chedwa madir nainwa - 2
jhoom jhoom dole re manwa
more ghar aaye sajanwa - 2
mitwa... tu kaha
(bin meet mera dil suna
bin preet mera dil suna) - 2
re mitwa tu kaha tu kaha
more ghar aaye sajanwa - 2
(na koi humdam na humsafar
na dilruba na koi dilbar) - 2
dhundh rahi hai meri nazar - 2
mil jaaye kahi koi
mitwa...
more ghar aaye sajanwa - 2
(ho sapana dekhu har pal yahi
apna mujhko keh de koi) - 2
aaisa bhi din aaye kabhi - 2
mil jaaye kahi koi
mitwa...
more ghar aaye sajanwa - 2
daal daal koohke koyaliya - 2
man mayur naachen aanganwa
more ghar aaye sajanwa - 2
sajanwa
aaja ghar aaja re mitwa - 2






0 comments:
Post a Comment