Movie : TUM MILE
Lyrics :
Singer(s): Javed Ali
cast(s) : Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu
tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun
jaau main abb jab jis jagah paau main tujhako uss jagah
saath hoke na ho tu hai rubaru rubau
tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2)
aa tujhe inn baahon mein bhar ke aur bhi kar loon main kareeb
tu juda ho toh age hain aata jaata har pal ajij
iss jahaan mein hai aur na hoga mujhasa koi khushnaseeb
tune mujhako dil diya hai main hoon tere sabase kareeb
main hi toh tee dil mein hoon, main hi saanson mein basu
tere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon
tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (2)
kab bhala abb yeh waqt gujare kuchh pata chalata hi nahi
jabase mujhako tu mila hai hosh kuchh bhi apana nahi
uff yeh teri palakein ghani si, chhanv inaki hai dilnashi
abb kise darr dhup ka hai kyun ki hai yeh mujhape bichhi
tere bina na saans loon tere bina na main jiu
tere bina na ek pal bhi reh saku, reh saku
tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu
tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun
tu hamsafar tum hamkadam tu hamnawa mera - (4)
Iss Jahaan Mein Tu Meri Khaatir Hai Lyrics
Movie : TUM MILE
Lyrics :
Singer(s): Mohit Chauhan
cast(s) : Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
iss jahaan mein tu meri khaatir hai
lag raha hai abb kyun aise o ho
ek kamin hai teri hi jine mein, yeh khayaal aaya hai kaise
tu jo chale chalu tu jo ruke ruku, yeh ho raha hai kyun
yeh silsila bata huwa hai kaise
ho ho o ho....
kar le mera yakin tu yeh sach hai, har khushi meri hai tujhase o ho
tu nahi toh paas mere kya hai, dur tu hona na mujhase
meri najar mein tu rehgujar mein tu
shaam-o-sehar mein tu, tujhe juda bhala karu toh kaise
o o o o ho ho....
ho sake toh yeh bata lag raha hai abb kyun aise
jo bhi abb tak hai jiya bewajah sa tha woh jaise
de de dil najaraana ho o o... meri tu ban jaana ho ho o
dur tu na jaana ho o sun le meri yeh ilteja ho o
abb tu mujhase juda gaya hai aise, sine se dhadkan ho jaise o ho
ek kamin hai teri hi jine mein, yeh khayaal aaya hai kaise
tu jo chale chalu, tu jo ruke ruku, yeh ho raha hai kyun
yeh silsila bata huwa hai kaise
ho ho o ho....
Dil Ibaadat Kar Raha Hai Lyrics
Movie : TUM MILE
Lyrics :
Singer(s): Kay Kay
cast(s) : Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun
tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun
jindagi ki shaak se loon kuchh haseen pal main chun

jo bhi jitane pal jiu, unhe tere sang jiu
jo bhi kal ho abb mera use tere sang jiu
jo bhi saansein main bharu unhe tere sang bharu
chaahe jo ho raasta use tere sang chalu
dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun
tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun
(mujhako de tu mit jaane abb khud se dil mil jaane
kyun hai itana faasala
lamahe yeh phir na aane inako tu na de jaane
tu mujhape khud ko de luta
tujhe tujhase tod loon kahin khud se jod loon
meri jismo jaan pe aa teri khushbu odh loon
jo bhi saansein main bharu unhe tere sang bharu
chaahe jo ho raasta use tere sang chalu
dil ibaadat kar raha hai dhadakane meri sun
tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun
baahon mein de bas jaane sine mein de chhup jaane
tujh bin main jaau toh kahaan
tujhase hai mujhako paane yaadon ke woh najraane
ik jinape hak ho bas mera
teri yaadon mein rahu tere khaabon mein jagu
mujhe dhundhein jab koyi teri aankhon mein milu
jo bhi saansein main bharu unhe tere sang bharu
chaahe jo ho raasta use tere sang chalu
dil ibaadat kar raha hai, dhadakane meri sun
tujhako main kar loon haasil lagi hai yahin dhun
Tum Mile Toh Jaadu Chha Gaya Lyrics
Movie : TUM MILE
Lyrics :
Singer(s): Neeraj Shridhar
cast(s) : Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
come around, its time to ?? come around
come around, come around, its time to ?? come around
come around, come around
khaabon bina nigaahein meri ji rahi thi
koyi nahi tha yeh akeli meri thi jindagi
khaamosh tha honto pe baatein nahi thi
koyi nahi tha yeh akeli meri thi jindagi
tum mile toh mil gaya yeh jahaan, tum mile toh har pal hai naya
tum mile toh sabase hai faasala
tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya
tum mile toh main paaya hai khuda
come around, its time to ?? come around
come around, come around, its time to ?? come around
come around, come around
palakein munde chaahat meri so rahi thi
khushbu hawaao mein thi maine nahi mehsus ki
jaane kahaan bahaarein meri khil rahi thi
khushbu hawaao mein thi maine nahi mehsus ki
tum mile toh mehaki baarishein, tum mile toh jaagi khaaishein
tum mile toh rangon ka hai silsila
tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya
tum mile toh main paaya hai khuda
tune duwaayein suni, dil ki sadaaye suni
tujhase main maangu aur kya
tujh bin adhura hoon main tere sang pura hoon main
karata hoon tera shukriya
kaise kahoon kaise kahoon
kaise kahoon lamahe mujhe chhu rahe hain
aisa laga hai ianamein tera hi toh ehsaas hai
kaise kahoon dil mein nayi aahatein hain
aisa laga hai inamein tera hi toh ehsaas hai
tum mile toh mera dila gaya, tum mile toh sab kuchh mil gaya
tum mile toh logo se kya waatsaan
tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya
tum mile toh main paaya hai khuda
come around, its time to ?? come around
come around, come around, its time to ?? come around
come around, come around
Tum Mile (Love Reprise) Lyrics
Movie : TUM MILE
Lyrics :
Singer(s): Javed Ali
cast(s) : Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
tu hi meri hai saari jameen, chaahe kahin se chalu
tujhape hi aake ruku
tere siwa main jaau kahaan koyi bhi raah chunu
tujhape hi aake ruku
tum mile toh lamahe tham gaye, tum mile toh saare ghum gaye
tum mile toh muskuraana aa gaya
tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya
tum mile toh main paaya hai khuda
tujhame kinaara dikhe, dil ko sahaara dikhe
aa meri dhadkan thaam le
teri taraf hi mude yeh saans tujhase jude
har pal yeh tera naam le
tum mile toh abb kya hai kamin, tum mile toh duniya mil gayi
tum mile toh mil gaya aasara
tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya
tum mile toh main paaya hai khuda
din mere tujhase chale, raatein bhi tujhase dhale
hai waqt tere haath mein
ho tu hi shehar hai mera, tujhamein hi ghar hai mera
rehata hai tere saath mein
tum mile toh mil gaya hamsafar, tum mile toh khud ki hai khabar
tum mile toh rishta sa ban gaya
tum mile toh jaadu chha gaya, tum mile toh jina aa gaya
tum mile toh main paaya hai khuda
0 comments:
Post a Comment