Movie or Album: Ready
Singer(s): Neeraj Shridhar
Music Director(s): Pritam
Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya
Length: 3:47
Music Label: T-Series
Cast(s):Salman Khan, Asin, Arya Babbar, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar
Director: Anees Bazmee
Release Date: June 3, 2011
Character Dheela (Ishq Ke Naam) Lyrics from Ready
Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai
Ladkon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai
(like it, like it)
Hai simple sa yeh formula, hai love ka funda khokhala
Mujhe bas pyaas tu hi diyu, cool cool cool cool rehta hai
Kisi ka haath thaam ke, hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi, fool fool fool fool kehta hai
Isse peenay se hai matlab, yeh yovan sant reela hai
Farak padta hai kya baahon mein, munni hai ya sheela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai
Yeh charcha Facebook pe hai, mazaa bas ek look mein hai
Hassi chehre ko toldi, baar baar baar baar karta hai
Jo dil ka photo frame ho, wahan photo kyun same ho
Calendar hi tarah usse, roz roz roz roz change karta hai
Kamar patli ho jitni bhi mazaa utna nasheela hai
Chalega jo bhi hai aankhon ka ranga kaala ya neela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai
Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai - [6]
Hindi Song: Humko Pyar Hua (Chal Chale)
Movie or Album: Ready
Singer(s): Tulsi Kumar, K K
Music Director(s): Pritam
Lyricist(s): Neelesh Misra
Length: 5:28
Music Label: T-Series
Cast(s):Salman Khan, Asin, Arya Babbar, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar
Director: Anees Bazmee
Release Date: June 3, 2011
Humko Pyar Hua (Chal Chale) Lyrics from Ready
Baby, I can see the sun rising in your eyes
Baby, everytime I think of you, you make me smile
Baby, I'll be your every dream and you should know
Baby, I'll never ever wanna let you go
--(baby)--
Zindagi ki neendhon ki subah ishq hai (baby)
Badi khoobsurat si saza ishq hai
Humko pyar hua hai, poori hui dua
Humko pyar hua hai, poori hui dua
--(baby)--
Zindagi ki neendhon ki subah ishq hai (baby)
Badi khoobsurat si saza ishq hai
Humko pyar hua hai, poori hui dua
Humko pyar hua hai, poori hui dua
Chal chal kahin, udke hum chal kahin
Aasma ishq hai, khwaishon sa khula hai
Mujhko choo gaya, ik ehsaas anchhua
Jaise koi nasha aasma mein ghula hai
Pyar hua, humko pyar hua, poori hua dua
Humko pyar hua hai, poori hui dua
Humko pyar hua, poori hui dua
Baby, I can see the sun rising in your eyes
Baby, everytime I think of you, you make me smile
Baby, I'll be your every dream and you should know
Baby, I'll never ever wanna let you go
Khwaabon mein kabhi, maine socha tha nahin
Chaahaton ka khuda mujhko itne yun dega
Befikar chala, apni yeh dagar chala
Kya pataa tha ke dil teri khaatir rukega
Pyar hua, humko pyar hua, poori hua dua
Humko pyar hua hai, poori hi dua
Humko pyar hua, poori hui dua
Kahin mujhe mera yeh rasta hai, kyun na zara sa tu batakta hai
Ab toh hai nayab yeh safar
Zara kaho toh meri manzil se, dekhe meri woh raah sahil se
Tu hai toh hai khwaab yeh safar
Kari dil ne thodi si bemaaniyan
Di hai khoobsurat si pareshaaniyan
Humko pyar hua, poori hui dua
Humko pyar hua, poori hui dua
Chal chal kahin, udke hum chal kahin
Aasma ishq hai, khwaishon sa khula hai
Mujhko choo gaya, ik ehsaas anchhua
Jaise koi nasha aasma mein ghula hai
Pyaar hua, humko pyaar hua, poori hua dua
Humko pyaar hua hai, poori hui dua
Humko pyaar hua, poori hui dua
Baby, I can see the sun rising in your eyes
Baby, everytime I think of you, you make me smile
Baby, I'll be your every dream and you should know
Baby, I'll never ever wanna let you go
Hindi Song: Dhinka Chika
Movie or Album: Ready
Singer(s): Mika Singh, Amrita Kak
Music Director(s): Devi Shri Prasad
Lyricist(s): Ashish Pandit
Length: 4:32
Music Label: T-Series
Cast(s):Salman Khan, Asin, Arya Babbar, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar
Director: Anees Bazmee
Release Date: June 3, 2011
Dhinka Chika Lyrics from Ready
Dhinka chika .. aye aye ..
Barah(12) maheenay mein, barah tareekay se, tujhko pyaar jataunga re
Dhinka chika .. aye aye ..
Barah minute bhi lagta hai ab na, tere bin reh paunga re
Dhinka chika .. aye aye ..
Haye January mein jab aayegi winter
On kar lenge chaahat ka heater
February jitni chhoti reh jaaye
Jisme khelein hum chhupan chhupayi
March hoga romantic mahina
Woh karenge jo kiya kabhi na
April mein jo hum mil na paaye
Hoga kya kuch nikalo upaaye
Ik tujhse main chatting karne ki khaatir, internet lagwaunga re
Dhinka chika .. aye aye ..
Garmi aayegi phir jab Mayi mein
Poolside mein party karenge
June mein lenge lamba vacation
Hum chalenge kisi hill station
Haan July mein saavan jo barse
Tujhse yeh mann lipatne ko tarse
Aish poori August karenge
Aisa kuch bandobast karenge
London le jaaunga, Paris ghumaunga
World tour karwaunga re
Dhinka chika .. aye aye ..
Mujhko lagta hai yaara September
Ik ho jaayega aana tere ghar
Phir October aaye toh suraj
Doobta dekhenge rakh kaande pazer
Jab tak aayega very November
Kar chuka hoga dil tu surrender
Baat pakki ho baaranh(12) December
Dil se iss dil ka thappa laga kar
Na ghaadi hogi, na ghodi hogi
Paydal hi baarat launga re
Dhinka chika .. aye aye ..
Barah(12) maheenay mein, baranh tareekay se, tujhko pyaar jataungi re
Dhinka chika .. aye aye ..
Barah minute bhi lagta hai ab na, tere bin reh paunga re
Dhinka chika .. aye aye ..
Hindi Song: Meri Ada Bhi (Ishq Ne Mere)
Movie or Album: Ready
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar
Music Director(s): Pritam
Lyricist(s): Pritam
Length: 4:05
Music Label: T-Series
Cast(s):Salman Khan, Asin, Arya Babbar, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar
Director: Anees Bazmee
Release Date: June 3, 2011
Meri Ada Bhi (Ishq Ne Mere) Lyrics from Ready
(picche picche aunda meri chal ve na aayi
picche picche aunda meri chal ve na aayi
cheerey waaleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
Mera aashqon mein uncha naam kar diya
Oo ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
Mera aashqon mein uncha naam kar diya
Lutt gaya woh jisko bhi hans ke salaam kar diya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri ada bhi aaj kya kar gayi
(picche picche aunda meri chal ve na aayi
picche picche aunda meri chal ve na aayi
cheerey waaleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Pachtaaye ankhiyon ko tujhse jod ke
Akh mili chala gaya mujhko chhod ke
Iss dil ne dhokha de diya
Arrey haan, har pal apne hi intezar ka
Bhole bhaale tune mere dil ko pyaar ka
Rog yeh anokha de diya
Oo husn se yahan karoon main chedkhaniya
Lagti hai sitam kyun meri meharbaniyan
Har zubaan par ab tak abhi yehi hain kahaniyan
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
Tere peechay peechay mera sabar kho gaya
Jaane kab kaise tera asar ho gaya
Tere sau sau jadoo chal gaye
Arrey haan, tuhi jaane kaise main toh teri ho gayi
Tere raston mein meri neendh kho gayi
Tere baatein mujhko chhal gaye
Hoo pal do palkon mein, tera mehmaan ho gaya
Jo bhi tha tera, mujhpe kurbaan ho gaya
Chhain kho gaya, dil ka bhi toh nuksaan ho gaya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
(picche picche aunda meri chal ve na aayi
picche picche aunda meri chal ve na aayi
cheerey waaleya vekhda aayi ve mera laung gawacha
nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
0 comments:
Post a Comment