Tuesday, 24 April 2012

Khwaja Mere Khwaja ( Jodha Akbar - 2008 )







Khwajaji, khwaja

Khwajaji, khwaja, khwaja ji

Ya gharib nawaz

Ya moinuddin, ya khwaja ji

Khwaja mere khwaja

Dil mein sama ja

Shaho ka shah tu

Ali ka dulara

Khwaja mere khwaja dil mein sama ja

Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari

Khwaja mere khwaja

Tere darbar mein khwaja

Door toh hai dekha

Sar jhuka te hai auliya

Tu hai unalwali khwaja

Rutba hai pyara

Chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya

Khwaja mere khwaja

Dil mein sama ja

Shaho ka shah tu

Ali ka dulara

Mere peer ka sadka

Hai mere peer ka sadka

Tera daaman hai thama

Khawajaji

Tali har bala humari

Chaya hai khumar tera

Jitna bhi rashk kare beshak

Toh kam hai ae mere khwaja

Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chodna gawara

Khwaja mere khwaja

Dil mein sama ja

Shaho ka shah tu

Ali ka dulara

Khwaja mere khwaja dil mein sama ja

Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari

0 comments:

Post a Comment