Tuesday, 17 April 2012

Mujhse Fraaandship Karoge Lyrics



Hindi Song: Dheaon Dheaon

Movie or Album: Mujhse Fraaandship Karoge

Singer(s): Vishal Dadlani, Aditi Singh Sharma (Rap: Machas with Attitude)

Music Director(s): Raghu Dixit

Lyricist(s): Anvita Dutt Guptan

Cast(s): Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya & Tara D'Souza



Dheaon Dheaon Lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge movie





Boys and girls

It’s showtime

Know what I’m sayin

Everybody raise your hands

There’s about to be a party



Riding the big bike and

Shaping with pen knife and

Shaking the high five and

Attitude



Girls of the institute

69 latitude

Instead of gratitude

Attitude



(So what)

Bubblegum poppings ah

Hip hip hoppings ah

Bangkok shoppings ah

La di dah di dah dah

Pink pink frockings ah

Tight tight stockings ah

Heart is rockings ah

Dancing samba



CHORUS:

Dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon

(Ha ha that’s right)

Dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon



RAP:

Ladies look at us and ask who is that hottie

Machas with attitude movin’ the party

Chillin with homies, we keepin’ it fly

And sippin’ everything that’s getting’ us high

Bump into women who prancing

I aint' sure, but I guess they're dancing

And the only question running in my mind is

Do you wanna make fraaandship?

Life is a kettle without no friends

That’s empty, rusted, old with dents

(Uh) Possessive with feelings intense

Forever, irrespective of the expense

(Uh) Together, we partners in crime

(Uh) Better and perfected with time



The only question running in my mind Is,



do you wanna make fraaandship?



Five star

Coffee bar

Chal na yaar

Shanivaar

Liking the late-night outings

(That’s right)

Very far

To the bar

Ek baar

In the car

We will do cootchie coo make-outings

(Don’t be naughty)

With a roar

Through the door

Teri ore teri ore

Hungry tiger is walking

Gimme more

Wanna more

Dil ka chor

Banaa mor

Suddenly feelings are talking

Liking the lip lockings

Pressure like in Hawkins

Punch in the eye sockings

Attitude



(Attitude)



Ha ha funny jokings

Looking so hot smoking

Naughty eye stroking

Attitude

Faking the Gucci ah

Hep like sushi ah

Shakin’ the tooshie ah

La di dah di dah dah

Gum gum gapoochie ah

Cooing the cootchie ah

We will do the smoochie ah

Dancing samba



Dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon …

(One more time we say)

Dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon dheaon

(Ow ow ow)



RAP:

Machas with attitude in the house

Moving the crowds, the story's about

The dancing and the party

Shake your hips and move your body

But, people, they know that I'm back with the rap

And handicaps I’m making 'em clap

Homie you know that I meant it

So, do you wanna make fraaandship?

Feeling so trippy I’m feelin’ so fly

And I’m so high I kick the sky

People, they doing the samba

DJ play the super song ah

Girls and boys and everyone

Raise your hands and sing this song

Homie you know that i meant it

So, do you wanna make fraaandship?

Blackberry pinging ah

Shakira swinging ah

Shiny and blinging ah

La di dah di dah

(Ha ha)

Doing the bondings ah

Singing the songings ah

Wordings are wrongings ah

Dancing samba



Dheaon dheaon ..









Hindi Song: Uh-Oh Uh-Oh!

Movie or Album: Mujhse Fraaandship Karoge

Singer(s): Ash King , Shilpa Rao

Music Director(s): Raghu Dixit

Lyricist(s): Anvita Dutt Guptan

Cast(s): Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya & Tara D'Souza



Uh-Oh Uh-Oh! Lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge movie







Ab hawa ki diwaaron pe

Hum dhoop alfazon se

Bharey bharey lifaafey khath likhenge



Hum thode besabar thhey

Kab taazi taazi khabar se

Dil ki akhbaaron mein chhapengey



Teri meri baaton ka yeh karwaan

Dekho dekho afwaaon sa hai rawa

Aasman mein yeh baadal banke chala

Uda uda muda muda juda juda thoda moda



--chorus--

Uh oh uh oh, kya hua

Uh oh uh oh, pyaar hua

Uh oh uh oh, haan hua

I guess I’ve fallen in love



Ab kisi bhi bahaaney se

Kyun har anjaane mein

Yun tere hi toh chehre dikhenge



Jab dekhun main kitaabon ko

Ya khidki darwaazon ko

Kyun teri hi kahaani sab kahenge



Dekho na, baaton hi, baaton mein, vaadon ki,

Baatuni, kahani, aankhon ki, zubani, sunaani hai

Zara sa mauka tu dede toh tujhse kahunga



Pehla hi pehla yeh dil ka jo pehlu hai

Chupaatey chupaatey bahaane banaate bataate hain

Zara sa mauka tu dede toh phirse main kahungi



Jhooti mooti mulaqaton ko

Dekhun dekhun main toh khwabon mein



Aisi waisi kaisi baatein ho

Socha karun main khayaalon mein



Kahaan kyun intezaaron mein main toh chala

Uda uda muda muda juda juda thoda thoda.







Hindi Song: Baatein Shuru

Movie or Album: Mujhse Fraaandship Karoge

Singer(s): Joi Barua, Shefali Alvaris

Music Director(s): Raghu Dixit

Lyricist(s): Anvita Dutt Guptan

Cast(s): Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya & Tara D'Souza



Baatein Shuru Lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge movie





Dil mein jo udti phirti teri baatein ho

Keh do jo kuchh bhi na woh kehti baatein ho

Kuchh bhi na matlab ho ab aisi baatein ho

Khud ko bhi sunn ke hass de waisi baatein ho

Jaane do socho na kya bolun

Chalo ho jaane do baatein shuru



Ginn lo jo aasman mein kitne taare hain

Likh doon kuch ulta pulta uske baare mein

Tum bhi do sach keh do na apne baare mein

Main bhi kuch jhootha keh loon apne baare mein

Jaane do socho na kya bolun

Chalo ho jaane do baatein shuru

Ho na ho jo bhi hai woh hona-vona

Socho na itna usko honay do na hai na

Kehna hai jo bhi tum ko kehna vehna

Keh do haan keh do…



Choti si zindagi hai choti si baat kar lena

Bolo na bolo kuch bhi na

Halki si phulki si ya gehri si baat kar lena

Bolo na bolo kuch bhi na…



Dil mein jo udti phirti teri baatein ho

Keh do jo kuchh bhi na woh kehti baatein ho

Kuchh bhi na matlab ho ab aisi baatein ho

Khud ko bhi sunn ke hass de waisi baatein ho

Jaane do socho na kya bolun

Chalo ho jaane do baatein shuru







Hindi Song: Chhoo Le

Movie or Album: Mujhse Fraaandship Karoge

Singer(s): Suraj Jagan

Music Director(s): Raghu Dixit

Lyricist(s): Anvita Dutt Guptan

Cast(s): Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya & Tara D'Souza



Chhoo Le Lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge movie





Kyun aisa lagey

Pul khwaishon ke

Sadi se hai

Rawaana



Dil bezubaan se

Keh nahin sakey

Jo tumko hai

Bataana



Bina dor ki

Hum patang

Majdhaar mein hai

Malang



Ruki ruki

Daastan



CHORUS:

Chhoo le

Chhoo le aasman

Khwabon ke

Baadal se bharaa

Chhoo le aasman



Khud se jo miley

Ajnabi lagey

Kyun aaina

Humaara



Dhundhla sa lagey

Aur pheeka lagey

Kyun apna har

Phasaana



Bina dor ki

Hum patang

Majdhaar mein hai

Malang



Ruki ruki

Daastan



Laakhon khwabon ke

Bharey gubbare se

Udey yun hai

Aur kahaan

Hai kashmakash

Dhuan hai

Har nazar mein kyun

Uthaa uthaa

Toofan



Ek din aisa ho

Hum bhi jaanenge khud ko

Judse jaayenge

Kissey yeh

Beshumaar



Chhoo le

Chhoo le aasman

Chhoo le

Aasman





Hindi Song: Har Saans Mein

Movie or Album: Mujhse Fraaandship Karoge

Singer(s): Raghu Dixit

Music Director(s): Raghu Dixit

Lyricist(s): Aslam Noor, Raghu Dixit

Cast(s): Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya & Tara D'Souza



Har Saans Mein Lyrics from Mujhse Fraaandship Karoge movie





Har saans mein

Har dhadkan mein ho tum

Ya khuda kasam

Har saans mein

Har dhadkan mein ho tum

Saach teri kasam

Har saans mein

Har dhadkan mein ho tum

Ya allah allah

Har saans mein

Har dhadkan mein ho tum

Ho jahan bhi tum

Har saans mein

Har dhadkan mein ho tum



Chalte hai teri rahon mein

Jeete teri yaadon mein

Bin tere ik pal bhi jeena mushkil

Ehsaas mein

Har baat mein bhi ho tum

O khuda kasam



Duniye kya jaane re

Kya hai deewanapan

Khushiya hai saare

Phir bhi kaisa yeh gum

Tanha magar

Na jee payange hum



Har raah mein

Har manzil mein bhi tum



Ek hi tamanna hai

Tujhko hi paye hum

Jaise andhera main

Aur ho savera tum

Armaan mere phir bhi lagte hain kam



Har rang mein

Har mehak mein bhi ho tum



Chalte hai teri rahon mein

Jeete teri yaadon mein

Bin tere ik pal bhi jeena mushkil



Inn badalo mein

Taaro mein bhi tum

Haan khuda kasam

Har saans mein

Har dhadkan mein ho tum







0 comments:

Post a Comment