Lyrics :
Singer(s): SUKHWINDER SINGH, SUNIDHI CHAHUHAN, VISHAL DADLANI
halo halo lo lo lo...
aaj raat aaj raat
ek saath ek saath halo halo lo lo lo... - 2
aaj raat aaj raat halo halo
ek saath ek saath halo halo
aaj raat ek saath, maan le tu ek baat
aaj raat ek saath halo halo
aaj raat aaj raat
aaj raat aaj raat halo halo
ek saath ek saath
ek saath ek saath halo halo
(aaj raat ek saath) - 2, (maan le tu ek baat) - 2
(aaj raat ek saath) - 2 (halo halo) - 2
(aa jawaaniyo ke sur mein
jindagaaniyo ke sur mein) - 2
(aaj raat aaj raat halo halo
ek saath ek saath halo halo
aaj raat ek saath, maan le tu ek baat
aaj raat ek saath halo halo) - 2
aaj raat aaj raat
Kehna Hai Jo
Lyrics :
Singer(s): SHEKHAR KAVJIANI
kehna hai jo kehne do logo ko
hota hai jo hojane do hone do
kyun ho jahan ko fikar koi dil agar
kisi dil se mil jaye idhaar
jisko bhi jitna bhi kehna ho
kehne do
chodo na rehene do
na na nana na
abb jahan se ghabrana na
kuch chupana na
jaise bhi hai vaise hi hai
duniya se nazare churana na naa na
aao na ek pal tum baitho to
dil mein hai to woh baatein keh bhi doo
kyun ho humme ho daar deewana agar hume samjhe
koi bekhabar
humko jo karna hai humko woh karne do
aauro ko darne do
kehna hai jo kehne do logo ko
kehdenge phir bhoolagene socho to
inke liye kyun bhala mein badalu zara
badalta hai itna na samkhe jo
jisko bhi duniya ki farwah ho karne do
use badalne do
Sach Hui
Lyrics :
Singer(s): SUNIDHI CHAHUHAN
pyaar dekar tune di hai mujhko zindagi
tu mila hai to mile hai mujhko har khushi
tere nazar me jab se li hai panah is dil mein
tab se yun lagne lagaaa
sach hui sach hui mein sach hui
khwaab thi tere liye mein sach hui
koi khayal thi ya parchaai koi
shayaad sawaal thi mein dhundlaai koi
tune mujhse pechaana mujhse jana mujhe apna liya
mera matlab tune mujhe samjha diya
sach hui sach hui mein sach hui
khwaab thi tere liye mein sach hui
koi gila nahi abb to naseeeb se
jaana hai mene jo tujhko kareeb se
paya hai jo tujhko mene payaliya hai khushiyo ka jahan
teri nazaron ne khud ko paliya yahan
sach hui sach hui mein sach hui
khwaab thi tere liye mein sach hui
Subah Subah
Lyrics :
Singer(s): ZUBEEN, VISHAL DADLANI, SHEKHAR KAVJIANI
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
nayi subah nayi jagah
nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
nayi nayi hain meri nazar ya hain nazaarein naye
yaa dekhate khwab main chal raha hoon
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
nayi subah nayi jagah
nayi tarah se nay nazaare main dekhata hoon
ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
jahaan ke saath main chal raha hoon
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
jo abhi hain usiko jilein, jo diya wo ji liya
wo nasha pi liya
kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya
har pal ko pi ke agar dil na bhar diya
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
nayi subah nayi hava
nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
nayi subah nayi jagah
nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza
jahaan ke saath main chal raha hoon
subah subah ye kya huva
na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon





