Lyrics :
Singer(s): UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
dil ke maare hai
dil ke maare hai
tumse haare hai
dil ke maare hai
tumse se haare hai
warna kabhi
tere pass nahi ate
warna kabhi hum yu
tere pass nahi ate
dil ke maare hai
tumse haare hai
dil ke maare hai
tumse haare hai
warna kabhi
tere pass nahi ate
warna kabhi hum yu
tere pass nahi ate
dhoka dil ne diya hai humko
do rahe pei laya humko ha
dhoka dil ne diya hai humko
do rahe pei laya humko
jaye tu jaye kaha
tumse dhadkan hai jawa
tere hi marzi pei chal rahe hai
tere kasam
dil ke maare hai
tumse haare hai
warna kabhi tere pass nahi ate
warna kabhi hum yu tere pass nahi ate
Hanuman Chalisa
Lyrics :
Shri Guru Charana Sarojaraja
Nija mana mukura sudhari
Varanao Raghuvara Vimala yasha
Jo dayaka phala chari
Budhi Hina Tanu Janikai
Sumirau Pavana Kumar
Bal budhi Vidya dehu mohi
Harahu Kalesa Vikar
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Rama doota atulita bala dhama
Anjani-putra Pavana suta nama
Mahavira Vikrama Bajrangi
Kumati nivara sumati Ke sangi
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Kanchana varana viraja suvesa
Kanana Kundala Kunchita Kesa
Hatha Vajra Aru Dhvaja Virajai
Kandhe moonja janevu chajai
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Sankara suvana kesari Nandana
Teja pratapa maha jaga vandana
Vidyavana guni ati chatura
Rama kaja kari veko aatura
Prabhu charitra suni veko rasiya
Rama Lakhana Sita mana Basiya
Sukshma roopa dhari Siyahi dikhava
Vikata roopa dhari lanka jarava
Bhima roopa dhari asura samhare
Ramachandra ke kaja savare
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Laya Sajivana Lakhana Jiyaye
Shri Raghuvira Harakhi ura laye
Raghupati Kinhi bahuta badaayee
Kaha Bharata sama Tuma priya bhaayee
sahasa vadana tumharo yasha gavai
asa kahi Shripati kantha lagaavai
Sanakaadika Brahmadi Muneesha
Narada Sarada sahita Aheesa
Yama Kubera Digapala Jahan te
Kavi kovida kahi sakai kahan te
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Tuma upkara Sugreevahin keenha
Ram milaye rajapada deenha
Tumharo mantra Vibheeshana maana
Lankeshwara Bhaye Saba jaga jana
Yuga sahasra yojana para Bhanu
Leelyo tahi madhura phala jaanu
Prabhu mudrika meli mukha mahee
Jaladhi langhi gaye achraja nahee
Durgaama kaja jagata ke jete
Sugama anugraha tumhare tete
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Rama dulaare tuma rakhavare,
Ho tava aagnya pinu paithaare
Saba sukha lahai tumhari sharana
Tuma rakshaka kahu ko dara na
Aapana teja tumharo aapai
Teeno loka hanka te kampai
Bhoota pisacha Nikata nahin aavai
Mahavira jaba naama sunavai
Nasai roga harai saba peera
Japata nirantara Hanumata veera
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Sankata se Hanumana chudavai
Mana Krama Vachana dhyaan jo lavai
Saba para nama tapasvee raja
Tina ke kaja sakala Tuma saja
Aura manoratha jo koi lavai
taasu amita jeevana phala pavai
Chaaron Yuga parataapa tumhara
Hai para sidha jagata ujiyara
Sadhu Santa ke tuma Rakhaware
Asura nikandana Rama dulhare
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Ashta sidhi nau nidhi ke data
asa vara deenha Janaki mata
Rama rasayana tumhare pasa
Saadara tuma Raghupati ke dasa
Tumhare bhajana Ram ko bhaavai
Janma janma ke dukha bisa ravai
Antha kaala Raghupati pura jayee
Jahan janma Hari-Bhakta Kahayee
Aura Devata Chitta na dharayi
Hanumatha se yi sarva sukha karayi
Sankat hatai mitai saba peera
Jo sumirai Hanumata Balaveera
Jai Jai Jai Hanumana Gosayee
Krupaa Karo Guru deva ki naayi
yaha sata vaara patha kara joyi
Chutahi bandhi maha sukh hoyi
Jo yaha padhai Hanumana Chalisa
Hoya siddhi sakhi Gaureesa
Tulsidasa sada hari chera
Keejai natha Hrudaya maha dera
Jaya Hanumana gyana guna sagara
Jaya Kapisa tihun loka ujagara
Pavana tanaya sankata harana
Mangala murati roopa
Rama Lakhana Sita sahita
Hridaya basahu sura
Koi Aap Jaisa Mil Jaaye
Lyrics :
Singer(s): KUNAL GANJAWALA, MADHUSREE, JAYESH GANDHI
lalalalalalala lalalalalalaalaaalala
zindagi ki raah mei
dard bart lenge hum
gaam ho chahe ho khushi
mil ke ab sahenge hum
koi aap jaisa mil jaye
tu baat ban jaye sanam
zindagi ki raah mei ..........
koi aap jaisa mil jaye to baat .....
koi aap jaisa miljaye to baat ........
aisa dostana hoga na yaha
hum ek dosare pei dede apne jaan
humko saath jeena humko saath marna
sikhenge humse yeh duniya humse pyaar karna
saath saath mei hum sada rakhenge kadam
gaam ho chahe ho khushi milke sahenge hum
koi aap jaisa mil jaye............
rishta hum dilo ka aisa jodh de
bichde joh kabhi tu jeena chod de
hasti muskurati humlog ke jaise
dekho jeene walo life ho to aise
ab kissi bhi mod pei chahathe na hongi kaam
dard ho ya khushi milke sahenge hum
koi aap jaisa miljaye..............
Pyar Mein Tere Tere
Lyrics :
Singer(s): SONU NIGAM, SHREYA GHOSAL
chashme baddurr mere yaar ho gaya main bekaraar - 2
pyar mein tere tere tere - 4
dil se na jaana tu kar ke dil ko majboor - 2
chashme baddurr ho gaya chur chur chur
pyar mein tere tere tere - 4
main gum hu tere ishq mein kabse kabse kabse
o jaana o jaana o jaane gum hu kabse
har pal tujhko hi mangu rabse rabse rabse
o jaana o jaana tujhko hi maangu rabse
mere khwaabon ki hoor tu hi mujhko manjoor
chashme baddurr ho gaya chur chur chur
pyar mein tere tere tere - 4
chashme baddurr tera yaar ho gaya hain bekaraar
pyar mein mere mere mere - 4
din raat meri aankhon mein kya hain kya hain kya hain
ek chehra ek chehra ek chehra tera chehra
har waqt meri dhadkan pe kya hain kya hain kya hain
ek pehra ek pehra ek pehra tera pehra
meri duniya ke noor chahu tujhko bharpur
chashme baddurr ho gaya chur chur chur
pyar mein tere tere tere - 2
dil se na jaana tu kar ke dil ko majboor - 2
chashme baddurr ho gaya chur chur chur
pyar mein tere tere tere - 4
Teri Yaad Yaad
Lyrics :
Singer(s): KAY KAY, JAYESH GANDHI
teri yaad yaad - 4
teri yaad yaad - 4
pade sang jeena hai jasbaad yaar
koi aaye na tere baad yaar
har waqt kambhakt tadpaaye
teri yaad yaad - 4
teri yaad yaad - 4
jahaan bhi gaya main sanam tujhko paya
mere sang hamesha raha tera saaya
aankhon mein khwaab seene mein dard
hothon pe sirf hai teri baat - 3
pade sang jeena hai jasbaad yaar
koi aaye na tere baad yaar
har waqt kambhakt tadpaaye
teri yaad yaad - 4
teri yaad yaad - 4
falak pe - 2 chaand jab aata hai
tera hi - 2 tasavvur lata hai
dil ki deewar pe tu hi tu
rag rag mein tu bahe mere saath - 3
pade sang jeena hai jasbaad yaar
koi aaye na tere baad yaar
har waqt kambhakt tadpaaye
teri yaad yaad - 4
teri yaad yaad - 4