Showing posts with label tDevotional. Show all posts
Showing posts with label tDevotional. Show all posts
Sunday, 22 April 2012
Arziyan ( Delhi-6 - 2009 )
Arziyaan sari mein chehre pe likh ke laaya hoon
Tumse kya mangu mein tum khud hi samjah lo
ya maulaaaa....
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
Dararein dararein Bandhein pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere Maula
Tere Dar pe Jhuka hoon Meeta hoon bana hoon
Marammat mukdar ki kar do maula
Marammat mukdar ki kar do maula
Jo bhi tere dar aaya
Juhkne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
LyricsMAsti.com
Jo bhi tere dar aaya
Juhkne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
Pyaas le ke aaya
Dariya woh bhar laya
Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya
Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
LyricsMasti.com
Dararein dararein Maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere Maula
Jo bhi tere dar aaya
Jhukne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
LyricsMAsti.com
Jo bhi tere dar aaya
Jhukne jo sar aaya
MAstiyan piye sabko
Jhoomta nazar aaya
O Ek khusbu aati thi
O Ek khusbu aati thi
Mein bhatakta jata tha
Reshmi si maya thi
Aur mein takta jata tha
Jab teri gali aaya
Sach tabhi nazar aaya
Jab teri gali aaya
Sach tabhi nazar aaya
Mujhe mein woh khusboo thi
Jisse tune milwaya
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
Dararein dararein hai Maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere Maula
Aaa...aaaa
Tut ke bikharna mujhko zarur aata hai
Tut ke bikharna mujhko zarur aata hai
Varna ibbadat wala ssarur aata hai
sajde mein rehne do
abb kahin na jaunga
sajde mein rehne do
abb kahin na jaunga
Abb jo tumne tukhraya to
Sawar na paunga
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
Dararein dararein hai Maathe pe maula
Maramat mukdar ki kar do maula
Mere Maula
Sar utha ke mene to kitni khwahishe ki thi
Kitne khwaab dekhe the kitni khosishe ki thi
Jab tu rubaru aaya
Jab tu rubaru aaya Nazarein na mila paya
Sar jhuka ke ek pal mein
Sar jhuka ke ek pal mein
Mene kya nahi paya
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
LyricsMasti.com
Mere Maula ..
Maula Maula Maula Mere Maula
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
Mora piya ghar aaya
...............
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Maula
Maula Maula Maula Maula
Mere Maula ..
Maula Maula Maula Mere Maula
Aye Khuda ( Kisi Din-Adnan Sami - 2007 )
When I roam the dessert and the heat
I believe god doesn't live in the house of prayer
He's never there...
[Aye Khuda Aye Khuda
Jis ne ki justajoo
Mil gaya us ko tu
Sab ka tu rehnumaa] -2
Aye Khuda Aye Khuda
***
[Yeh zameen yeh falak
In se aagey talak
Jitni Duniya hai
Sab mein teri jhalak] -2
[Aye Khuda Aye Khuda
Jis ne ki justajoo
Mil gaya us ko tu
Sab ka tu rehnumaa] -2
Aye Khuda...
***
[Har sitaare mein
Abaad he ik jahaan
Chaand suraj teri
Roshini ke nishaan] -2
[Aye Khuda Aye Khuda
Jis ne ki justajoo
Mil gaya us ko tu
Sab ka tu rehnumaa] -2
Aye Khuda Aye Khuda...(repeats numerous times)
Kaunsi Hai Woh Cheez ( Jaise Ko Taisa - 1973 )
Kaunsi hai woh cheez jo yahan nahin milti
sab kuch mil jata hai lekn hahn Maa nahin milti
Yaad kisi ho to aisi baat sunaye
jisme kabhi na kabhi Maa ka naam na aaye
duniya me koi aisi dastaan nahin milti
oh sab kuch mil jata hai lekin hahn Maa nahin milti
Jinki Maa hoti hai khush kismat hotey hain
jinki Maa nahin hoti jeevan bar rohtey hain
jism unhey miltey hain lekin jaan nahin milti
oh sab kuch mil jata hai lekin hahn
Maa nahin milti, Maa nahin milti
kaunsi hai woh cheez jo yahan nahin milti
sab kuch mil jata hai lekin hahn
Maa nahin milti
Usko Nahin Dekha Hamne Kabhi ( Daadi Maa - 1966 )
Usko nahin dekha hamne kabhi
par uski jaroorat kya hogi eh Maa
eh Maa teri surat se alag
Bhagwan ki surat kya hogi kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi
Insaan toh kya Devta bhi
anchal me pahley tere
hai swarg ishi duniya mein kadmo ke tahley tere
mamta hi lootaye jis pe naiyan
aisi koi moorat kya hogi eh Maa
eh Maa teri surat se alag
Bhagwan ki surat kya hogi kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi
Kyon dhoop jalaye dukhon ki
kyon ghum ki ghata barse
yeh haath duaon waley rahtey hai sadha sar pe
tu hai toh andhere path me hamey
suraj ki jaroorat kya hogi eh Maa
eh Maa teri surat se alag
Bhagwan ki surat kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi
Kahetey hain teri shaan me toh
koi oonchey bhol nahin
Bhagwan ke pas bhi Maata tere pyar ka mohl nahin
hum to yehi jaane tujhse badi
sansar ki daulat kya hogi eh Maa
eh Maa teri surat se alag
Bhagwan ki surat kya hogi kya hogi
usko nahin dekha hamne kabhi
Kanha Teri Basuri ( Leela - 2002 )
Karsan: Eh…eji re…eh…
Falguni: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
K.K.: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana -2
Falguni: Aur bhi hai gopiyaan tu mohe na sataana
Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
K.K.: Hey…ho…eh haalo
Falguni: Raadha ka haal dekhi darrta hai mora jiya
Meera huwi baawri bas, karti hai piya piya
Haay mar jaaungi tu mohe na lubhaana
Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
Dev: Ho…maati ki gagar teri, ghat ghat tod gaya
Tune kitna chhupaaya, woh maakhan chor gaya
Hey…ho…
Falguni: Neendein churaake meri, tune aaraam kiya
Sakhiya hase mori, mohe badnaam kiya
Dev & Falguni: Bholi bhaali ankhiyaan hai, tu toh hai saiyaani
Bholi bhaali ankhiyaan hai
Chorus: Maaro helo saambhado jee
Ho jee re maaro helo saambhado jee
Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
K.K.: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana -2
Falguni: Aur bhi hai gopiyaan tu mohe na sataana
Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
K.K.: Hey…ho…eh haalo
Falguni: Raadha ka haal dekhi darrta hai mora jiya
Meera huwi baawri bas, karti hai piya piya
Haay mar jaaungi tu mohe na lubhaana
Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
K.K.: Nigode naina teri aur bas kheenche chale
Saawre sapne saje, saawri saanj dhhale
Eh…ho…
Falguni: Raat mein rang bhare rang se kaise bachu
So gaya Gokul saara, naach ke main na thaku
Falguni & K.K.: Maiya Yashoda tu hi mujhe bachaana
Falguni: Haan mujhe bachaana
Chorus: Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
With K.K.: Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
Karsan: Hey…kaho maasi gaati thi, eh maasi maa thi
Jeet lagaati, rang laati, mandir mahel aati
Sab eh suhaati, medar khaati gajgaati
Birhe jal jaati neend na aati, likh na paati moraari
Kahe raadhe pyaari main balihaari
Gokul aawo giridhaari eh jee re gokul aawo
Giridhaari eh jee re gokul aawo giridhaari
Eh…ubhi ubhi aambla kare re pukaar
Sobhe te ramta phirne kaane gyo awaaj
Maaro helo saambhado jee
Oh jee re maaro helo saambhado jee
Chorus: Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
Karsan: Hey…taaru gokudiyu gamtu nathi…jee re
Ane oli jamuna ena te bahu khaali chhe
Pan maara waala…maara waala aawe re
Eh te to sijne karaavya shaamda
Ye Chaman Hamaara Apna Hai ( Ab Dilli Door Nahin - 1957 )
Aasha: ye chaman hamara apna hai
is desh pe apna raaj hai
Chorus: is desh pe apna raaj hai
Aasha: mat kaho ke sar pe topi hai
kaho sar pe hamaare taaj hai
Chorus: kaho sar pe hamaare taaj hai
Aasha: ye chaman hamaara apna hai ...
Geeta: aati thi ek deewali
Aasha: aa aa aa
Chorus: aati thi ek diwali
Geeta: barson mein kabhi khushahaali
Aasha: ab to har ek vaar ek tyauhaar hai
ye ubharta sanvarta samaaj hai
Aasha: ye chaman hamara ...
Aasha: aa aa aa aa
Geeta: ye jaan se pyaari dharti
Aasha: aa aa aa
Chorus: ye jaan se pyaari dharti
Geeta: duniya ki dulaari dharti
Aasha: o ye aman ka diya aandhiyon mein jala
saari duniya ko is pe naaz hai
ye chaman hamara apna hai...
Aasha: ho dekh lo kaheen gam na rahe kaheen gam na rahe
Chorus: kaheen gam na rahe kaheen gam na rahe
Aasha: o roshani kaheen kam na rahe kaheen gam na rahe
Chorus: kaheen gam na rahe kaheen gam na rahe
Aasha: saare sansaar ki aankh ham pe lagi
apane haathon mein apani laaj hai
Chorus: ye chaman hamaara apana hai
is desh pe apana raaj hai
[Singers:-Aasha-Geeta & Chorus : Lyrics:-Shailendra]
Bhole O Bhole Tu Rutha ( Yaraana - 1981 )
bhole o bhole
tu ruutha dil tuuta
(mere yaar ko mana de
vo pyaar phir jaga de) 2
kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye
shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye
dam dam dam damaru na baaje
bam bam bam phir tu na naache
yaar agar na maane
mere yaar ko ...
wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga
mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga
zism huun main wo jaan hai meri
usako nahi pahachaan hai meri
pyaar mera tu jaane
mere yaar ko ...
Itni Shakti Hamein Dena ( Ankush - 1986 )
Itanii Shakti Hamen De Na Daataa
Manakaa Vishvaas Kamazor Ho Naa
Ham Chalen Nek Raaste Pe Hamase
Bhuulakar Bhii Koi Bhuul Ho Naa
Har Taraf Zulm Hai Bebasii Hai
Sahamaa-Sahamaa-Saa Har Aadamii Hai
Paap Kaa Bojh Badhataa Hii Jaaye
Jaane Kaise Ye Dharatii Thamii Hai
Bojh Mamataa Kaa Tu Ye Uthaa Le
Terii Rachanaa Ka Ye Ant Ho Naa
Ham Chale
Duur Agyaan Ke Ho Andhere
Tu Hamen Gyaan Kii Raushanii De
Har Buraaii Se Bachake Rahen Ham
Jitanii Bhii De, Bhalii Zindagii De
Bair Ho Naa Kisikaa Kisiise
Bhaavanaa Man Men Badale Kii Ho Naa
Ham Chale
Ham Na Sochen Hamen Kyaa Milaa Hai
Ham Ye Sochen Kiyaa Kyaa Hai Arpan
Phuul Khushiyon Ke Baaten Sabhii Ko
Sabakaa Jiivan Hii Ban Jaaye Madhuban
Apanii Karunaa Ko Jab Tu Bahaa De
Karade Paavan Har Ik Man Kaa Konaa
Ham Chale
Ham Andhere Men Hain Raushanii De,
Kho Naa De Khud Ko Hii Dush{}Manii Se,
Ham Sazaa Paaye Apane Kiye Kii,
Maut Bhii Ho To Sah Le Khushii Se,
Kal Jo Guzaraa Hai Phirase Naa Guzare,
Aanevaalaa Vo Kal Aisaa Ho Naa
Ham Chale Nek Raaste Pe Hamase,
Bhulakar Bhii Koi Bhuul Ho Naa
Itanii Shakti Hamen De Naa Daataa,
Manakaa Vish{}Vaas Kamazor Ho Naa
Bada Natkhat Hain ( Amar Prem - 1971 )
bada natakhat hai re krishhn-kanhaiya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re
(dhoondhe ri ankhiyaan use chaaron or
jaane kahaan chhup gaya nandakishor ) - 2
ud gaya aise jaise puravayya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re
(a tohe mai gale se laga loon
laage na kisi ki nazar man me chhupa loon ) - 2
dhoop jagat hai re mamata hai chhainya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re
(mere jeevan ka tu ek hi sapana
jo koi dekhe tohe samajhe vo apana ) - 2
sab ka hai pyaaraa, ho sab ka hai pyaara bansee-bajayya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re
Jai Gauri Maa ( Vivah - 2006 )
jai jai jai giriraaj kishori jai maheshmukh chadrachakori
jai gauri maa teri jai ho gauri maa
amar suhaagan jai devi maa
maa maiyaa shrigaar teraa laal hai - 2
laal mahavar laal laal mehandi
laal sindoor to laal laal chunari
mrugmada kaa tilak tere bhaal hai
darshan karake ye manavaa nihaal hai
wo gauri shrigaar teraa laal hai
man waanchit var denewaali rakhiyo amar suhaag ki laali
(jai gauri maa teri jai ho gauri maa
amar suhaagan jai devi maa) -
Raadhe Krishna Ki ( Vivah - 2006 )
radhe krishna ki jyoti alaukik tino lok mein chhaaye rahi hai
bhakti vivash ek prem pujaarin phir bhi deep jalaaye rahi hai
krishna ko gokul se radhe ko - 2 barasaane se bulaaye rahi hai
dono karo swikaar kripaa kar jogan aarati gaaye rahi hai - 2
bhor bhaye ti saanj dhale tak sevaa kaun itane mahaamaro
snaan karaaye wo vastra odhaaye vo bhog lagaaye wo laagat pyaaro
kabase niharat aapaki aur - 2 ki aap hamaari aur nihaaron
raadhe krishnaa hamaare dhaam ko jaani vrindaawan dhaam padhaaro - 2
Yahaan Wahaan Jahaan ( Jai Santoshi Maa - 2006 )
yahaan wahaan jahaan tahaan mat pocho kaha kaha hai santoshi maa apni
santoshi maa apni santoshi maa
jaal mei bhi phaal mei bhi chaal mei ajaal mei bhi ataal mei bhi
apni santoshi maa... apni santoshi maa ..........
badi anokhi chamatkarni yeh apni maie
rai ko parvat kar sakti parvat ko rayi
duwaar khula hai darbaar khula hai
aoo bahen bhai iske ghar kabhi daya ki kami nahi ayi
pal mei nihaal kare dukh ko nikaar kare
toraat kamaal kare apni santoshi maa
apni santoshi maa yaha waha jaha taha ...........
is amba mei jagdamba mei jazaab ki hai sakti
chinta mei dhoobe huye logo karlo iski bhakti
apna jeewan saup do isko paa lo re mukti
suk sampti ki daata yeh maa yeh kya nahi kaar sakti
bigadi banane wali dukhade meetane wali
kasst hatane wali apni santoshi maa ..........
gauri sut ganpati ki beti yeh hai badi bholi
dekh dekh ke iske mukdra haar ek disha doli
aoo re bhakto yeh maata hai sab ki hamjoli
joh mango tumhe milenge bhar lo yeh jholi
suno re bhai bhar lo re tum yeh jholi
ujwaal ujwaal nirmal nirmal ujwaal ujwaal nirmaal nirmaal sundaar sundaar maa apni santoshi maa
yahaan wahaan jahaan tahaan
Saturday, 21 April 2012
Aayo Kahaan Se ( Buddha Mil Gaya - 1971 )
aa aa aa aa re ...
(aayo kahaan se ghanashyaam ) - 2
(raina bitaayi kis dhaam ) - 2
haay raam
aayo kahaan se ...
haan ( raat ki jaagi re ) - 2
ankhiyaan hain tori
raat ki jaagi re ankhiyaan hain tori
( ho rahi gali gali jiya ki chori ) - 2
ho nahi jaana badanaam haay raam
aayo kahaan se ...
saja dhaja tumhri ka kahoon rasiya
dhanidha dha
dhanidha dha
madhapa gapama remaga
magasa nisa nisa nisagamaga
sagama panigama
panisa gamagasa ninipa magasa pa
saja dhaja tumari ka kahoon rasiya
( aaise lage tere haathon mein bansiya ) - 2
( jaise kataari liyo thaam haay raam ) - 2
aayo kahaan se ...
haan ( main na kahoon kachhu mose na rootho ) - 2
( tum kud apane jiyara se poonchho ) - 2
beeti kahaan pe kal shaam
aayo kahaan se ...
Om Jai Jagdish Hare ( Purab Aur Pachhim - 1970 )
--MALE--
Om bhur bhuvah swah tatsa vitoor varenyam
Bhargo devasya dhimahe dhiyoyona prachodayaat
--CHORUS--
Om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare
--MALE--
Bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
--CHORUS--
Kshan mein door kare, om jai jagdish hare
--MALE--
Jo dhyaave phal paave dukh bin se mann ka
--CHORUS--
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave - 2
Kasht mite tan ka, om jai jagdish hare
--MALE--
Maat pitaah tum mere
Sharan padoon main kiski
--CHORUS--
Swami sharan padoon main kiski
Tum bin aur na duja
Prabhu bin aur na duja
Aas karoon main kiski, om jai jagdish hare
--MALE--
Tum puran parmaatama, tum antariyaami
--CHORUS--
Swami tum antariyaami
Par brahm parmeshvar - 2
Tum sabke swami, om jai jagdish hare
--MALE--
Tum karuna ke saagar, tum paalan karta
--CHORUS--
Swami tum paalan karta
Main moorakh khalkaami - 2
Main sevak tum swami
Kripa karo bharta, om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
Kshan mein door kare, om jai jagdish hare
--MALE--
Vishay vikaar mitaao, paap haro deva
--FEMALE--
Swami paap haro deva
--MALE--
Shraddha bhakti badhaao
--FEMALE--
Shraddha bhakti badhaao
--CHORUS--
Santan ki seva, om jai jagdish hare
--MALE--
Tan mann dhan sab hai tera
--FEMALE--
Swami sab kuch hai tera
--CHORUS--
Swami sab kuch hai tera
--MALE--
Tera tujhko arpan, tera tujhko arpan
Kya lage mera
--CHORUS--
Om jai jagdish hare
(Om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat
Kshan mein door kare, om jai jagdish hare) - 2
Ishwar Allah Tere Naam ( Naya Raasta - 1970 )
Ishwar Allah Tere Naam, Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
Sab Ko Sanmati De Bhagwaan, Sara Jag Teri Santaan,
Sara Jag Teri Santaan..Sara Jag Teri Santaan..
Is Dharati Par Basane Wale, Sab Hai Teri God Ke Paale,
Sab Hai Teri God Ke Paale, Koi Neech Na Koi Mahaan,
Sab Ko Sanmati De Bhagwaan, Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
Sara Jag Teri Santaan..Sara Jag Teri Santaan..
Naatho Nasalon Ke Bataware, Jhoot Kahaye Tere Dwaare,
Jhoot Kahaye Tere Dwaare, Tere Liye Sab Ek Samaan,
Sab Ko Sanmati De Bhagwaan, Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
Sara Jag Teri Santaan..Sara Jag Teri Santaan..
Janam Ka Koyi Mol Nahin Hai, Janam Manush Kaa Tol Nahin Hai,
Janam Manush Kaa Tol Nahin Hai, Karam Se Hai Sab Ki Pehechaan,
Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
Ishwar Allah Tere Naam, Sab Ko Sanmati De Bhagwaan,
Sab Ko Sanmati De Bhagwaan, Sara Jag Teri Santaan,
Sara Jag Teri Santaan..Sara Jag Teri Santaan..
Ek Onkar ( Rang De Basanti - 2006 )
ik onkaar sat naam kartaa purakh nirbh-a-o nirvair akaal moorat ajoonee saibhn gur parsaad jap.
aad sach jugaad sach.
hai bhee sach naanak hosee bhee sach.
sochai soch naa hov-a-ee jay sochee lakh vaar.
chupai chup naa hov-a-ee jay laa-i rahaa liv taar.
bhukhi-aa bhukh naa utree jay bannaa puree-aa bhaar.
sehas si-aanpaa lakh hoh taa ik naa chalai naal.
kiv sachi-aaraa ho-ee-ai kiv koorhai tutai paal.
hukam rajaa-ee chalnaa naanak likhi-aa naal
O Duniya Ke Rakhwale ( Baiju Bawra - 1952 )
Bhagvaan... bhagvaan...bhagvaan...bhagvaan..
Oh dhuniyaa ke rakhwale
Sun dhardh bhare mere naale
Sun dhardh bhare mere naale (Oh dhuniyaa)
Aash niraash ke dho rangom se
Dhuniya thu ne sajaayee
Nayya sang thoofaan banaaya
Milan ke saath judhaayi
Ja dhekliyaa har jayee
Oh..lut gayee mere pyaar ki nagri
Ab tho neer bahaale (2)
Oh........ab tho neer bahaale... (oh dhuniya)
Aag bani saavan ki barkha
Phool bane angaare
Naagan ban gayee raath suhaani
Pathar ban gaye thaare
Sub toot chuke he sahaare
Oh...jeevan apnaa vaapas lele
Jeevan dhene vale (oh Dhuniya)
Chaand ko doonde paagal sooraj
Shaam ko doond savera
Mein bhi doondoom us preetham ko
Ho na saka jo mera
Bhagwaan bhala ho thera
Oh..kismath pootti aasna tootti
Paav mein pad gaye chaale
Oh dhuniya ke rakhwale
Ah.....a.....ah.....
Mehal udhaas aur galiyaam sooni
Chup chup he dheewaare
Dhil kyaa ujdaa dhuniyaa ujdee
Root gayee he bahaare
Hum jeeven kaise gusaare
Oh..mandir girthaa phir ban jaathaa....
Dhil ko kaun sambaale
Oh dhuniyaa ke rakhwale
Sun dhardh bhare mere naale
Sun dhardh bhare mere naale
Oh dhuniyaa ke rakhwale
Rakhwale.....
Rakhwale.....
Rakhwale.....
Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj ( Baiju Bawra - 1952
Man Ta.Dapat Hari Darasan Ko Aaj
More Tum Bin Biga.De Sakal Kaaj
Aa, Vinatii Karat, Huu.N, Rakhiyo Laaj, Man Ta.Dapat...
Tumhare Dvaar Kaa Mai.N Huu.N Jogii
Hamarii Or Nazar Kab Hogii
Sun More Vyaakul Man Kii Baat, Ta.Dapat Harii Darasan...
Bin Guruu Gyaan Kahaa.N Se Paauu.N
Diijo Daan Harii Gun Gaauu.N
Sab Gunii Jan Pe Tumhaaraa Raaj, Ta.Dapat Harii...
Muralii Manohar Aas Na To.Do
Dukh Bha.Njan More Saath Na Chho.Do
Mohe Darasan Bhikshaa De Do Aaj De Do Aaj,.





