Showing posts with label tmarriage. Show all posts
Showing posts with label tmarriage. Show all posts

Monday, 23 April 2012

Jaana Hai Tujhko Piya Ke ( Mere Baap Pehle Aap - 2008 )











Jaana Hai Tujhko

Piya Ke Angna

Saja Le Bindiya

Saja Le Kangna



Pihar Se Aayi Purwaai Ki

Babul Ki Mehki Angnaai Ki

Kehthi Hai Goonj Shehnaai Ki Gori



Pihar Se Aayi Purwaai Ki

www.lyricsmasti.com

Babul Ki Mehki Angnaai Ki

Kehthi Hai Goonj Shehnaai Ki Gori



Jaana Hai Tujhko

Piya Ke Angna

Saja Le Bindiya

Saja Le Kangna







Sun Sun Meri Behna

Kismat se Hi Mein Na

Aathi Hai Aisi Ghadiyan



Chun Chun Ke Hai Milti

Mushkil aise Hai Khilti

Sehri Waali Ladiyan

Sawar Le Nikhar Le Na

Hum Se Laaj Kar Rabandhu Bhuladu

Tu Kudd Pe Naaz Kar

Tere Mann Bhaaye Sada Tujhko

Lubhaaye Sada Tera Mann Chaaha Sajna



Pihar Se Aayi Purwaai Ki

Babul Ki Mehki Angnaai Ki

Kehthi Hai Goonj Shehnaai Ki Gori



Jaana Hai Tujhko

Piya Ke Angna

Saja Le Bindiya

Saja Le Kangna



Dil Dil Miljaate Hai

Milke Kareeb Aate Hai

Saagaron Se Milthi Nadiyan

Na Tann Se Na Mann Se

Na To Kisi Bandhan Se

Pyar Se Judi Hai Sadiyan



Kabhi Bhi Na Chute Yeh Dhaga Preet Ka

Na Chute Yeh Dhaaman Kisi Bhi Neet Ka

www.lyricsmasti.com

Tujh Pe Bhi Mujh Pe Bhi

Chaahye Bas Prem Ras Pal Koi Duja Rakhna



Pihar Se Aayi Purwaai Ki

Babul Ki Mehki Angnaai Ki

Kehthi Hai Goonj Shehnaai Ki Gori



Jaana Hai Tujhko

Piya Ke Angna

Saja Le Bindiya

Saja Le Kangna

Mehandi Lagaane Ki Raat Aa Gayi ( Aadmi Khilona Hai - 1993 )







saadhanaa:

(mehandi lagaane ki raat aa gayi, mehandi lagaane ki raat) - 2

milane milaane ki raat aa gayi, milane milaane ki raat

mehandi lagaane ki raat aa gayi, mehandi lagaane ki raat



kumaar saanu:

sabako bataane ki raat aa gayi, sabako bataane ki raat



saadhanaa:

mehandi lagaane ki raat aa gayi, mehandi lagaane ki raat



kumaar saanu:

khushbu lutaate gulo ki ladi ki

(gulo ki ladi ki )-2

kabase thi chaahat, hamen is ghadi ki

(hamen is ghadi ki)-2



saadhanaa:

khanakaaun kangana ke chudi bajaaun, paayal pehanake main thumaka lagaaun

jee karata hain naachu jhoom ke

gaane bajaane ki raat aa gayi, gaane bajaane ki raat



kumaar saanu:

khushiyaan manaane ki raat aa gayi, khushiyaan manaane ki raat



saadhanaa:

(aa gayi)-4

mehandi lagaane ki raat aa gayi, mehandi lagaane ki raat



kumaar saanu:

aankhe sharam se jhuki ja rahi hai

(jhuki ja rahi hai)-2

kya raaz dil men hai batala rahi hai

(batala rahi hai)-2



saadhanaa:

hai rab aise jode pe main vaari jaaun

inake liye main to sab kuchh lutaaun,

ye sundar sa mukhada jhumake

kasamen nibhaane ki raat aa gayi

kasamen nibhaane ki raat



kumaar saanu:

are,sapane sajaane ki raat aa gayi

sapane sajaane ki raat



saadhanaa:

ghunghata uthaane ki raat aa gayi

ghunghata uthaane ki raat



kumaar saanu:

khushiyaan manaane ki raat aa gayi

khushiyaan manaane ki raat aa gayi



both:

mehandi lagaane ki raat aa gayi, mehandi lagaane ki raat-3

*****************************************

साधना:

(मेहंदी लगाने की रात आ गयी, मेहंदी लगाने की रात) - २

मिलने मिलाने की रात आ गयी, मिलने मिलाने की रात

मेहंदी लगाने की रात आ गयी, मेहंदी लगाने की रात



कुमार सानु:

सबको बताने की रात आ गयी, सबको बताने की रात



साधना:

मेहंदी लगाने की रात आ गयी, मेहंदी लगाने की रात



कुमार सानु:

खुश्बु लुटाते गुलो की लड़ी की

(गुलो की लड़ी की )-२

कबसे थी चाहत, हमें इस घड़ी की

(हमें इस घड़ी की)-२



साधना:

खनकाउँ कंगना के चुड़ी बजाउँ, पायल पेहनके मैं ठुमका लगाउँ

जी करता हैं नाचु झूम के

गाने बजाने की रात आ गयी, गाने बजाने की रात



कुमार सानु:

खुशियाँ मनाने की रात आ गयी, खुशियाँ मनाने की रात



साधना:

(आ गयी)-४

मेहंदी लगाने की रात आ गयी, मेहंदी लगाने की रात



कुमार सानु:

आँखे शरम से झुकी जा रही है

(झुकी जा रही है)-२

क्या राज़ दिल में है बतला रही है

(बतला रही है)-२



साधना:

है रब ऐसे जोड़े पे मैं वारी जाऊँ

इनके लिये मैं तो सब कुछ लुटाऊँ,

ये सुंदर सा मुखडा झुमके

कसमें निभाने की रात आ गयी

कसमें निभाने की रात



कुमार सानु:

अरे,सपने सजाने की रात आ गयी

सपने सजाने की रात



साधना:

घूंघटा उठाने की रात आ गयी

घूंघटा उठाने की रात



कुमार सानु:

खुशियाँ मनाने की रात आ गयी

खुशियाँ मनाने की रात आ गयी



दोनों:

मेहंदी लगाने की रात आ गयी, मेहंदी लगाने की रात-३

Ladhi Nazariya Ladhi ( Warrant - 1975 )







Ladhi nazariya ladhi chali re phooljadi badi shubgadi

yeh ghadi khadi hai hathon me liye prem hathkadi

aree pah ladhi aree pah ladhi



Hum jaise bhai jiske khush kismet hai woh dulhan

khadey huey muh dekhtey hain

pyar mohabbat ke dushman

arey tohba kiske chehre pe teri nazar ja padhi

aree pah ladhi



Accha ab chhup ho jao muskil hai ab kuch kahena

aisi ek khushi hai yeh bheeg gaye jis me naina

naino ke sawan bhado ki lad gai jaise ladhi

aree pah ladhi

Dulhania Dulhania ( Dosti - 2005 )







Dulhania Dulhania 3

Dulhania

Teri Baanegi Ye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Teri Baanegi Ye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Sharmaye Sharmaye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Raat Ye Aayi Hain Naachenghe Hum

Teri Sagayi Hain Naachenghe Hum

Naachneghe Sang Mein Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania Dulhania Dulhania

Teri Baaneghi Yeh Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Sharmaye Sharmaye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Tujhse Hain Ashiquii

Tujhse Hain Har Kushi

Ishq Mein Ko Gaye

Mein Teri Hogayee

Bole Yeh Pehro Ki Pejanya Pejanya

Sharmaye Sharmaye Dulhania Dulhania

Raat Ye Aayi Hain Naachenghe Hum

Teri Sagayi Hain Naachenghe Hum

Naachneghe Sang Mein Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania Dulhania Dulhania

Teri Banughi Mein Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Sharmaye Sharmaye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Kyun Tere Chehre Pe Thum Gayi Ye Nazar

Hosh Kyun Oor Gaye Yeh Hua Kia Assar

Sajaanjee Hogayee Sajaanya Sajaanya

Sajaanya Sajaanya

Sajaan Ki Hogayee Sanjaanya Sajaanya

Saajaanya Sajaanya

Sharmaye Sharmaye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Raat Ye Aayi Hain Naachenghe Hum

Teri Sagayi Hain Naachenghe Hum

Naachneghe Sang Mein Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania Dulhania Dulhania

Teri Baanegi Ye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Sharmaye Sharmaye Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania

Dulhania Dulhania 3

Dulhania

Le Jayenge Le Jayenge Dilwale Dulhaniya Le Jayenge ( Chor Machaye Shor - 1974 )









Le jayenge le jayenge

dilwale dulhaniya le jayenge

aji rahey jayenge rahey jayenge

paisewaley dektey rahey jayenge



Tum ho kali to gulab hum hain

hohton se lagalo toh sharab hum hain

kahete hain log ke kharab hum hain

teri har baat ka jawab hum hain

apne do haathon se

kamaya hua khanewale

apna paraya kabhi khanenge.. sasurji

le jayenge le jayenge teri shon machariya

le jayenge



Main bhi tere saath hoon

dil bhi tere saath

Oh oh chahey jab aaja chanda leke baarat

mere pas khoti hai na car sajni

kadka hai tera dildar sajni

kothi bangla na mujhey car chahiye

dil chahiye dildar chahiye

chal phir soniye

thodiye na baliye

dil ki hi duniya basayenge, O bulbul

le jayenge le jayenge teri baag ki bulbul

le jayenge



Dhar pe khadey hai

kalyan kar do

kaam koi ek toh mahaan kar do

kharcha dahej ka bhi bach jayega

lagey haathon kanya ka dhan kar do

kabhi kabhi tere ghar

tirth samaj kar darshan ko hum aayenge

sasurji, le jayenge le jayenge

teri banki hiraniya le jayenge

le jayenge dilwale dulhaniya le jayenge

Tare Hain Barati ( Virasat - 1997 )







Ankhiyan Milaike Channa

Aavi na judai veee



Ankhiyan Milaike Channa

Aavi na judai veee



Ankhiyan Milaike Channa

Aavi na judai veee



{Something will come here }





Tare hai barati,chandani hai yeh barat

Saatho fere honge abb haatho mein lekar haath

Saatho fere honge abb haatho mein lekar haath

Jeevan saathi hum diya aur baati hum

re Jeevan saathi hum diya aur baati hum



Tare hai barati,chandani hai yeh barat

Saatho fere honge abb haatho mein lekar haath

Saatho fere honge abb haatho mein lekar haath

Jeevan saathi hum diya aur baati hum

Jeevan saathi hum diya aur baati hum



Tare hai barati,chandani hai yeh barat



Ganaga jamuna se bhi pawan

Tere mera bandhan

Tera prem phoolwari aur mera prem hai agan

Janmo janmo ka hi sajni tere mera saath





Saatho fere honge abb haatho mein lekar haath

Jeevan saathi hum diya aur baati hum

Jeevan saathi hum diya aur baati hum







Tu hai jeevan mein jo preetam

Aur nahi mangu duja

Arthi teri karthi hoon man se teri pooja

Mein to dharm hi samjhu teri kahi hui har baat



Saatho fere honge abb haatho mein lekar haath

Jeevan saathi hum diya aur baati hum

Mehndi Lagake ( Kunwara - 2000 )







Hey, Mehndi Rachaa Ke, Bindiya Lagake

Mehndi Rachaa Ke, Bindiya Lagake

Choodi Pahenke, Kangana Bajaa Ke

Tum Chali Aana Ji Rani, Chali Aana Ji 2



Haan, Sehraa Sajaa Ke, Nazrein Bachaa Ke 2

Ghodi Pe Chadke, Chup Ke Chupa Ke

Tum Chale Aana Ji Raja, Chale Aana Ji 2



Din Raat Bechainiyoon Mein Guzare

Kabh Tak Rahengey Bhalaa Hum Kunware



Kaise Bataoon, Tumhe Apni Mushkil

Abh Aise Milne Se, Bharta Nahin Dil



Ghoongta Gira Ke, Haye, Zaraa Sharmaa Ke

Ghoongta Gira Ke, Zaraa Sharmaa Ke

Choodi Pahenke, Kangana Bajaa Ke, Haan

Tum Chali Aana Ji Rani, Chali Aana Ji 2



Sehraa Sajaa Ke, Nazrein Bachaa Ke

Ghodi Pe Chadke, Chup Ke Chupa Ke, Haan

Tum Chale Aana Ji Raja, Chale Aana Ji

Main Tere Sapnon Ki Dulhan Banoongi

Abh Ek Pal Na Judaai Sahoongi



Hum Dono Raazi Hain, Phir Kaisi Deri

Jaldi Se Aa Jao Baahon Mein Meri



Doli Mangaa Ke, Band Bajaa Ke

Haan, Doli Mangaa Ke, Band Bajaa Ke

Ghodi Pe Chadke, Chup Ke Chupa Ke

Tum Chale Aana Ji Raja, Chale Aana Ji 2



Mehndi Rachaa Ke, Bindiya Lagake

Choodi Pahenke, Kangana Bajaa Ke

Tum Chali Aana Ji Rani, Chali Aana Ji



Tum Chale Aana Ji Raja, Chale Aana Ji



Tum Chali Aana Ji Rani, Chali Aana Ji



Tum Chale Aana Ji Raja, Chale Aana Ji

Chorus:

Tum Chali Aana Ji Rani, Chali Aana Ji 2

Sabki Baaratein Aayeen ( Jaanam Samjha Karo - 1999 )







Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laana - 2

Dulhan banaake humko rajaji le jaana

Sab ki baaraatein aayi

Chaaha tha maine, socha tha maine

Kya kya the armaan dil nadaan ke

Aankhon mein aansu aaye

Ho, aankhon mein aansu aaye par koi na aaya

Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana

Sab ki baaraatein aayi



In aankhon mein thi ek raat saji

Haathon mein kabhi choodi si baji

Par aankh khuli to aaya nazar na raat saji na choodi baji

Mera toota tha dil, uski jhankar thi

Saara voh rang tha mere khoone dil ka

Yeh to hai rona dil ka

Haan, yeh to hai rona dil ka kaahe ka taraana

Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana



Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laana

Dulhan banaake humko rajaji le jaana

Sab ki baaraatein aayi

Aa aah, aa aah, aa aah

Chalo jo bhi hua, voh khoob hua

Ab har koi mehboob hua

Hai sab ke liye yeh raat meri ab to hai yehi aukaat meri

Haske bheege palak chamkaana hai

Sooni baahein ada se laheraana hai

Gham khaake aansu peeke

Ho, gham khaake aansu peeke mehfil mein gaana

Ab to kisi ko bhi apna ke hai bulaana



(Sab ki baaraatein aayi doli tu bhi laana

Dulhan banaake humko rajaji le jaana) - 2

Sab ki baaraatein aayi

Aa aah

Dafliwale Daffli Baja ( Sargam - 1979 )







Lata:

Dafliwale dafli baja -2

Mere ghungroo bulate hai aa

Main nachoon tu nacha

Dafliwale dafli baja

Mere ghungroo bulate hai aa

Main nachoon tu nacha

Dafliwale dafliwale



Tere bin main kya mere bin tu kya

Ik duje bin ham akele

Donon ke man se man ke milan se

Lagte hain sargam ke mele haay haay haay

Tere bin main kya mere bin tu kya

Ik duje bin ham akele

Donon ke man se man ke milan se

Lagte hain sargam ke mele

Tu tode ke jode tu rakhe ke chode

Ye dil kiya tere hawale

Dafliwale dafli baja

Mere ghungroo bulate hai aa

Main nachoon tu nacha



Rafi:

Teri chamcham se meri damdam se

Kya rang chaane laga hai

Lata:

Aankhon ke raste tu hanste hanste

Dil mein samaane laga hai haay haay haay

Rafi:

Teri chamcham se meri damdam se

Kya rang chaane laga hai

Lata:

Aankhon ke raste tu hanste hanste

Dil mein samaane laga hai

Rafi:

Unhe bhi dikhao

Unhe bhi dikhao unhe bhi bulaao

Kahan hai ye duniyawale

Lata:

Dafliwale dafli baja

Mere ghungroo bulate hain aa

Main naachoon tu nacha

Dafliwale dafliwale

Chalo Re Doli ( Jaani Dushman - 1979 )







chalo re dolii uThaao kahaar

piiyaa milan kii rut aaii

pii kii nagarii le jaao kahaar

piiyaa milan kii rut aaii

jin nainon kii tuu hai jyotii

un nainon se barase motii

daavaa nahiin hai koii zor nahiin hai

beTii sadaa hii paraaii hotii

jaldii naihar se le jaao, kahaar

piiyaa milan kii rut aaii

chhaaii hai dekho hariyaalii

aaii hai rut khushiyon vaalii

har aashaa parvaan chadhii

din hai dasaharaa raat diivaalii

gale daal baahon kaa haar, kahaar

piiyaa milan kii rut aaii

tan maike man terii nagariyaa

ud jaauun main banake badariyaa

chaand nagar ko chalii chakorii

pyaasii huun milan kii saanvariyaa

mere sapane sajaao, kahaar

piiyaa milan kii rut aaii

suunii padii bhaiyaa kii havelii

vyaakul bahanaa rah gaii akelii

jin sang naachii jin sang khelii

chhuuT ga_ii vo sakhii sahelii

ab na derii lagaao, kahaar

piiyaa milan kii rut aaii

Mehndi Hai Rachnewali ( Zubeidaa - 2000 )





Mehndi hai rachnewali

Hathon mein gehri laali

Kahin sakhiyaan ab kaliyaan

Hathon mein khilne wali hain

Tere manko jeevan ko

Nai khushiyan milne wali hai



O hariyali banno

Le jane tujhko gooeeyan

Aane wale hain sahiyan

Thamenge aake baiyan, goonjegi sahnaiyan

Anganai anganai



Mehndi hai rachnewali

Hathon mein gehri laali

Kahin sakhiyaan ab kaliyaan

Hathon mein khilne wali hain

Tere manko jeevan ko

Nai khushiyan milne wali hai



Gayen maiya aur moti

Gayen behna aur bhabhi ki

Mehndi khil jaye, rang laye hariyali banno

Gayen phufi aur chachi

Gayen nani aur dadi ki

Mehndi man bhaye . saz jaye hariyali banno

Mehndi roop sanware ho, mehndi rang nikhare ho

Hariyali banni ke aanchal mein utrenge taare



Mehndi hai rachnewali

Hathon mein gehri laali

Kahin sakhiyaan ab kaliyaan

Hathon mein khilne wali hain

Tere manko jeevan ko

Nai khushiyan milne wali hai

Meri Pyaari Behaniya ( Sachaa Jhutha - 1970 )







meri pyaari bahaniya banegi dulhaniya

sajake aayenge duulhe raaja o

bhaiya raaja bajaayega baaja -2



apane paseene ko moti kar duunga

motiyon se bahana ki maang bhar duunga

aayegi baaraat dekhegi saari duniya

honge laakhon mein ek duulhe raaja

bhaiya raaja ...



solah singaar meri bahina karegi

teeka chadhega aur haldi lagegi

bahana ke honthon pe jhuulegi nathaniya -2

aur jhuumenge duulhe raaja

bhaiya raaja ...



sej pe baithegi vo doli pe chalegi

dharati pe bahana raani paanv na dharegi

palakon ki paalaki mein bahana ko bitha ke

le jaayenge duulhe raaja

bhaiya raaja ...



sajana ke ghar chali jaayegi jo bahana

honth hansenge mere roenge ye naina

rakhiya ke roz raani bahana ko bulaauunga -2

le ke aayenge duulhe raaja

bhaiya raaja ...

O Mehndi Rang Layee ( Chal Mere Bhai - 2000 )









Jaspinder:

O Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Chorus:

Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Jaspinder:

O Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Chorus:

Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Jaspinder:

Tere Haathan Te Sajde Ni

Rang Binrangey Pootey

Chorus:

Tere Haathan Te Sajde Ni

Rang Binrangey Pootey

Jaspinder:

Mangdihaan Assi Aiyyo Dua

Rang Kabhi Na Chootey

Chorus:

Mangdihaan Assi Aiyyo Dua

Rang Kabhi Na Chootey

Jaspinder:

O Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Chorus:

Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Jaspinder:

O Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee

Chorus:

Mehndi Rang Layee

Aaj La Ri Teri Sagayee...

Sonu:

Oye Kudiyee

Oye Kudiyee

Tere Tan Se Phisal Na Jaye

Oye Kudiyee

Oye Kudiyee

Tere Tan Se Phisal Na Jaye

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Alka:

Oye Mundiya

Oye Mundiya

Seenay Se Nikal Na Jaye

Oye Mundiya

Oye Mundiya

Seenay Se Nikal Na Jaye

Armaan Tere Dil Pagal Ka

Armaan Tere Dil Pagal Ka

Sonu:

Aashiq Majnoo, Aawara Tha

Sabhki Nazaroon Ka Maara Tha

Chain Se Udta Phirta Tha

Kitna Khush Haal Kunwara Tha

Oye Goriye

Oye Goriye

Tu Ne Udte Panchi Ko

Chorus/Sonu:

Oye Goriye

Oye Goriye

Tu Ne Udte Panchi Ko

Dil Ke Pinjare Mein Band Kiya

Dil Ke Pinjare Mein Band Kiya

Chorus:

Dil Ke Pinjare Mein Band Kiya

Dil Ke Pinjare Mein Band Kiya

Alka:

Aa Hosh Mein Aa La Gaal Zara

Tu Maan Mera Aihsaan Zara

Chal Dekh Meri In Aankhon Mein

Meri Chaahat Ko Pehchaan Zara

Oye Paglay

Oye Paglay

Kaise Tujhko Samjhaoon

Chorus/Alka:

Oye Paglay

Oye Paglay

Kaise Tujhko Samjhaoon

Alka:

Kyoon Maine Isey Pasan Kiya

Kyoon Maine Isey Pasan Kiya

Chorus:

Kyoon Maine Isey Pasan Kiya

Kyoon Maine Isey Pasan Kiya

Sonu:

Mera Bhai, Seedha Saadha Hai

Ye Ladki Chail Chabili Hai

Hai Rang Roop To Theek Thaak

Bhejey Se Thodi Dheeli Hai

Oye Balliye

Oye Balliye

Mere Yaar Jameygi Kaise

Chorus/Sonu:

Oye Balliye

Oye Balliye

Mere Yaar Jameygi Kaise

Sonu:

Gilli Dande Ki Jodi Hai

Gilli Dande Ki Jodi Hai

Chorus:

Gilli Dande Ki Jodi Hai

Gilli Dande Ki Jodi Hai...

Hoye Hoye Hoye

Hoye Hoye Hoye

Alka:

Maano Mera Kaihnaa Logoon

Meri Sundarta Se Jalta Hai

Sach Kehti Hoon Mujhko To Ye

Bhai Ka Chamcha Lagta Hai

Oye Chhaliye

Oye Chhaliye

Zara Dekh Le Tu Aaina

Chorus/Alka:

Oye Chhaliye

Oye Chhaliye

Zara Dekh Le Tu Aaina

Alka:

Tere Mann Mein Koi Chori Hai

Tere Mann Mein Koi Chori Hai

Chorus:

Tere Mann Mein Koi Chori Hai

Tere Mann Mein Koi Chori Hai...

Hoye Hoye Hoye

Hoye Hoye Hoye

Hoye Hoye Hoye

Hoye Hoye Hoye...

Udit:

Chodo Na Yoon Taqraar Karo

Khushiyoon Ki Ghadi Hai, Pyaar Karo

Ek Duje Se Na Uljhoogey

Mere Saamne Tum Iqraar Karo

ye Heeriye

Oye Heeriye

Ye To Bhola Bhala Hai

Chorus/Udit:

Oye Heeriye

Oye Heeriye

Ye To Bhola Bhala Hai

Udit:

Mat Maan Bura Is Ranjhe Ka

Mat Maan Bura Is Ranjhe Ka

Chorus:

Mat Maan Bura Is Ranjhe Ka

Mat Maan Bura Is Ranjhe Ka

Sonu:

Oye Kudiyee

Oye Kudiyee

Tere Tan Se Phisal Na Jaye

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Alka:

Oye Mundiya

Oye Mundiya

Seenay Se Nikal Na Jaye

Armaan Tere Dil Pagal Ka

Armaan Tere Dil Pagal Ka

Sonu:

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Chorus:

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka

Tera Laal Dupatta Mal Mal Ka...

Mujhse Shaadi Karogi ( Dulhan Hum Le Jayenge - 2000 )







Raat Ko Aaunga Main, Tujhe Le Jaaunga Main

Film Dikhaunga Mein, Sair Karaunga Main

Chori Se Aana, Chupke Se Jaana, Acchi Nahi Hai Dillagi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi



Tere Khayalo Mein Khoya Yeh Man Hai

Shaadi Ka Vaada Hai Na Samjho Fun Hai

Meri Taraf Se To Yeh Rishta Done Hai

Duniya Ki Yeh Jodi To No.1 Hai

Duniya Gumaunga Main, Ash Karaunga Main

Disco Le Jaaunga Main, Dinner Karaunga Mai

Raato Ko Aana, Humko Satana Acchi Nahi Dillagi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi



Ho Jaaye Jeevan Mein Ab Chaahe Jo Bhi

Dulha Banunga Main, Dulhan Tu Hogi

Radhe-Shyam Ki Jaisi Hai Jodi

Tode Se Bhi Jaayegi Naa Yeh Jodi

Mandir Le Jaaunga Main, Puja Karaunga Main

Nariyal Chadhaunga Main, Chandan Lagaunga Main

Mandir Le Jaana, Puja Karana, Karna Nahi Dillagi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi



O Mere Raja Tu Bada Natkhat Hai

Apni To Style Yaara Bas Cut-To-Cut Hai

Upar Shakal Se To Lagta Tu Jat Hai

Aashiq Hai Aakhir Tera Apna Vat Hai

Lassi Pilaunga Main, Pede Khilaunga Main

Maalish Karaunga Main, Kushti Dikhaunga Main

Karke Bahana, Humko Patana, Acchi Nahi Dillagi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi

Mujhse Shaadi Karogi, Mujhse Shaadi Karogi

Dulhan Hum Le Jayenge ( Dulhan Hum Le Jayenge - 2000 )







Kasam Se Kasam Se, Hum Aayenge

Shaadi Ka Joda, Hum Layenge, Dulhan Hum Le Jayenge

Godi Pe Nahi To Yaara Gaadi Mein Hi Aaja

Aaja Aaja Aaja

Doli Mein Nahi To Yaara Seat Pe Hi Leja

Leja Leja Leja

Chhod Band Baaja Seeti Baja Ke Tu Aaja

Gate Se Nahi To Aaja Khidki Se Aaja



Tere Bin Jiya Nahi Jaaye Mere Raja

Dil Bechain Hai Doli Leke Aaja

Tere Bin Jiya Nahi Jaaye Mere Raja

Dil Bechain Hai Doli Leke Aaja

Aaja Mehndy Leke Aaja, Meri Bindiya Tu Chamkaja

Mujhko Kangan Tu Pehnaja

Kasam Se Kasam Se, Hum Aayenge

Shaadi Ka Joda, Hum Layenge, Dulhan Hum Le Jayenge

Tere Bin Jiya Nahi Jaaye Mere Raja

Dil Bechain Hai Doli Leke Aaja

Aaja Mehndy Leke Aaja, Meri Bindiya Tu Chamkaja

Mujhko Kangan Tu Pehnaja

Kasam Se Kasam Se, Hum Aayenge

Shaadi Ka Joda, Hum Layenge, Dulhan Hum Le Jayenge



Zevar Na Sahi, Nail Polish Leke Aaja

Aaja Aaja Aaja

Saaree Na Sahi Jeans Pant Leke Aaja

Aaja Aaja Aaja

Pede Na Sahi Chocolate Leke Aaja

Naariyal Na Sahi, Tu Supari Leke Aaja

Tere Pyar Ka Mere Pyar Ka Imtehaan Hai O Jaanam

Tere Hi Angna Jayenge Sajna, Yeh Elaan Hai O Jaanam

Tere Pyar Ka Mere Pyar Ka Imtehaan Hai O Jaanam

Tere Hi Angna Jayenge Sajna, Yeh Elaan Hai O Jaanam

Ho Elaan Kar Do, Hum Aayenge

Chaandni Churake, Ghar Laayenge

Dulhan Hum Le Jayenge



Karu Kitna Main Wait, Koi Dekh Lega Aaja

Milna Sake To Tu E-mail Pe Hi Aaja

Sach Na Sahi Jooth Bol Ke Hi Leja

Hero Na Sahi Yaara Villain Banke Leja

Tere Hain Dum Se Dum, Yeh Hai Millennium

Beet Na Jaaye Yeh Mausam

Prithviraj Tum Sanyukta Hum

Der Na Karo O Baalam

Tere Hain Dum Se Dum, Yeh Hai Millennium

Beet Na Jaaye Yeh Mausam

Prithviraj Tum Sanyukta Hum

Der Na Karo O Baalam

Ho Sahi Waqt Par Hi, Hum Aayenge

Tujhko Utha Ke Le Jayenge

Dulhan Hum Le Jayenge

Tere Bin Jiya Nahi Jaaye Mere Raja

Dil Bechain Hai Doli Leke Aaja

Tere Bin Jiya Nahi Jaaye Mere Raja

Dil Bechain Hai Doli Leke Aaja

Aaja Mehndy Leke Aaja, Meri Bindiya Tu Chamkaja

Mujhko Kangan Tu Pehnaja

Kasam Se Kasam Se, Hum Aayenge

Shaadi Ka Joda, Hum Layenge, Dulhan Hum Le Jayenge

Dulhan Hum Le Jayenge, Dulhan Hum Le Jayenge

Neeche Phoolon Ki Dukan ( Joru Ka Ghulam - 2000 )









Ghodi Chadh Ke, Bandh Ke Sehra

Uske Ghar Main Jaoonga

Sach Kehta Hoon, Ram Kasam

Main Joru Ussey Banoonga

O Neeche Phoolon Ki Dukan

Uppar Gori Ka Makaan

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

O Neeche Phoolon Ki Dukan

Uppar Gori Ka Makaan

Jab Woh Chaubarhe Se Dekhe

Oye Hoye Hoye Hoye

Oh, Jab Woh Chaubarhe Se Dekhe

Mera Dil Hai Be-Imaar

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Neeche Phoolon Ki Dukan

Uppar Gori Ka Makaan...

Matak Matak Ke Chale, Aise Chukariya

Sarak Sarak Jaaye, Tan Se Chunariya

Oye, Matak Matak Ke Chale, Aise Chukariya

Sarak Sarak Jaaye, Tan Se Chunariya

Laale Laale Hotonva Se

Laale Laale Hotonva Se, Barsaaye Muskaan

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

O Neeche Phoolon Ki Dukan

Uppar Gori Ka Makaan

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re...

Kaali Kaali Matwali Ankhiyoon Se Maare

Are Maar Daala Re

Meethi Meethi Bholi Bhali Batiyoon Se Maare

Kaali Kaali Matwali Ankhiyoon Se Maare

Meethi Meethi Bholi Bhali Batiyoon Se Maare

Soolah Saal Ki Jawani

Soolah Saal Ki Jawani, Le Le Le Le Meri Jaan

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

O Neeche Phoolon Ki Dukan

Uppar Gori Ka Makaan

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

O Neeche Phoolon Ki Dukan

Uppar Gori Ka Makaan

Jab Woh Chaubarhe Se Dekhe

Jab Woh Chaubarhe Se Dekhe

Mera Dil Hai Be-Imaar

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

Aa Aa Re, Aa Re, Aa Re

(repeat 2x)

Baandh Mere Pairon Mein ( Koi Aap Sa - 2005 )







chudi pahenke kangan pehenke ooooo

jumka pahenke gumaar pahenke oooo

ooo chudi pahenke kangan pahenke jumka penke gumaar penke

ooo bavariya baand mere pero mein payaliya-3



dil mere dil dhol raha hein nachan ko yeh bhol raha hein ooo bavariya baand mere pero mein payaliya-2



pyaas jale asse anjaani ishq mein hoga deewane

ko gaya mein kuch hosh nahin hein is mere koi dosh nahin

your always on my mind o mahi ya ve -4



nas nas mein ishq dhol raha hein nachan ko yeh bhol raha hein o bavariya baand mere pero mein paayaliya-3



din kat jaaye raat dele na dhadkan mein koi zor chale na

tujse milna bohot zaroori ab tho saahe jaaye na dhoori

Your always on my mind o mahiya ve -4

pyaar nayee ghar khol raha hein nachan ko bhol raha hein

o savariya baand mere pero mein paayaliya -3

chudi pahenke kangan pehenke jumka pehenke gumaar pehenke

o bavariya baand mere pero mein paayaliya -6

Nach Nach Nach ( Deewanapan - 2001 )







Mehndi We Mehndi Aaye Shagun Ki Mehndi

Mehndi We Mehndi Aaye Shagun Ki Mehndi

Zara Dhol Baja Ke Shaava

Kudiye Gitta Gaake Shaava

Nache Kudi Di Daddy Shaava

Nache Kudi Di Mummy Shaava

Nache Kudi Di Pra

Bhangda Paale Goriyaan Bhangda Paale Goriyaan

Bhangda Paale Goriyaan Bhangda Paale Goriyaan

Giita Paale Soniya Giita Paale Soniya

Giita Paale Soniya Giita Paale Soniya

Nach Nach Nach Ke Dikha Soniye

Aankh Zara Aankh Se Mila Soniye

Nach Nach Nach Ke Dikha Soniye

Aankh Zara Aankh Se Mila Soniye

Meri Behna Ki Shaadi Hai

Mera Naal Bhangda Pa Soniye

Mere Karib Na Aa Soniya

Mujhse Na Yun Takra Soniya

Mere Karib Na Aa Soniya

Mujhse Na Yun Takra Soniya

Chhod Bhi De Deewaanapan

Aise Na Baat Bada Soniya



Nach Na We Nach Na Nach Nach Nach Na

Khosiyunke Sang Sang Hay Nachna

Dil Mera Kahe Main Ud Ud Jaaon

Aur Satrangi Na Paaon

Nach Mein Nach Na

Rang Hai Tera Heere Jaisa Roop Hai Tapta Sona

Husn Ki Daulat Ko Tum Dilbar Yaar Na Aise Khona

Are Ja Re Ja Oh Chhaliye Na Kar In Tarife Joothi

Aur Kisi Ko Pehnade Apne Dil Ki Angoothi

Nakhra Ne Aise Dikha Soniye Itna Bhi Na Itra Soniye

Nakhra Ne Aise Dikha Soniye Itna Bhi Na Itra Soniye

Meri Behna Ki Shaadi Hai

Mera Naal Bhangda Pa Soniye



Itna Lamb Ho Gaya Lekin Akal Isse Na Aayi

Ek Dil Behad Deewana Lagta Hai Mujhko Tera Bhai

Rahe Ki Kab Tak Bhala Kunwari Tu Ladki Shehzaadi

Mauka Achcha Chal Kar Le Chat Mangni Pat Shaadi

Dulhan Mujhko Bana Soniya Phere Saath Laga Soniya

Dulhan Mujhko Bana Soniya Phere Saath Laga Soniya

Gar Tujhe Shaadi Karni Hai Saira Baand Ke Aa Soniya

Nach Nach Nach Ke Dikha Soniye

Aankh Zara Aankh Se Mila Soniye

Meri Behna Ki Shaadi Hai

Mera Naal Bhangda Pa Soniye

Doli Chad Ke Behan Sasural Chali Dekho Aaj Chhad Ke Baabul Ki Gali

Woh Aaj Parayi Ho Gayi Jo Kal Tak Thi Baahon Mein Pali

Ye Betiyan ( Na Tum Jaano Na Hum - 2002 )







Yeh Betiyan To Babul Ki Raniya Hai

Yeh Betiyan To Babul Ki Raniya Hai

Mitti Mitti Pyaari Pyaari Yeh Kahaniya Hai

Yeh Shisthiyan Gudiya Rab Jaane Ki Yeh Kudiyaan

Kina Jamilya Naale Jaaniya Hai

Yeh Betiyan To Babul Ki Raniya Hai

Mitti Mitti Pyaari Pyaari Yeh Kahaniya Hai



Yeh Ladkiya To Maaon Ki Raniya Hai

Yeh Ladkiya To Maaon Ki Raniya Hai

Mitti Mitti Pyaari Pyaari Yeh Kahaniya Hai

In Ka Ram Hai Rakhwaala Inka Bachpan Bhola Bhaala

Bholi Bhali Si In Jawaniya Hai

Yeh Ladkiya To Maaon Ki Raniya Hai

Mitti Mitti Pyaari Pyaari Yeh Kahaniya Hai



Sab Ke Dil Ki Saare Ghar Ki Yeh Raaniya Hai

Sab Ke Dil Ki Saare Ghar Ki Yeh Raaniya Hai

Yeh Chidiya Ek Din Pur Se Udjaaniya Hai

Koi Inka Haath Na Chhode Koi Inka Dil Na Tode

Tey Saache Rab Diyan Meherbaaniya Hai

Yeh Betiyan To Babul Ki Raniya Hai

Mitti Mitti Pyaari Pyaari Yeh Kahaniya Hai

Kahaniya Hai Kahaniya Hai

Mubarak Mubarak ( Haan Maine Bhi Pyaar Kiya - 2002 )







Mubarak Mubarak



Tere Maathe Ki Bindiya Chamakti Rahen

Tere Haathon Ki Mehndhi Mehekthi Rahen

Tere Jode Ki Ronak Salamat Rahen

Teri Chudi Hamesha Khanakti Rahen

Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak

Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak

Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari

Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari

Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari



Tumhare Liye Hain Baharon Ke Mausam

Na Aaye Kabhi Zindagi Mein Koyi Gham

Hamara Hai Kya Yaar Hum Hai Deewane

Hamari Tadap To Koyi Bhi Na Jaane

Mile Na Tumhe Ishq Mein Bekarari

Mile Na Tumhe Ishq Mein Bekarari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari



Ke Janmon Ke Rishte Nahin Tode Jaate

Safar Mein Nahin Humsafar Chhode Jaate

Na Rasmo-Rivaajo Ko Tum Bhool Jaana

Jo Li Hai Kasam To Isse Nibhaana

Ke Humne To Tanha Umar Hai Guzari

Ke Humne To Tanha Umar Hai Guzari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari

Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari

Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Jaan...Maine Bhi Pyaar Kiya Hai

Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya Hai

Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya Hai

Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak