Wednesday, 11 April 2012

Hindi Lyrics of movie BAADSHAH



Baadshah O Baadshah



Lyrics :



Singer(s): ABHIJEET





Aashiq hoon main kaatil bhi hoon

Sabke dilon mein shaamil bhi hoon

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon

Sabke dilon mein shaamil bhi hoon

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon

Sabke dilon mein shaamil bhi hoon

Dil ko churaana neendein udaana

Bas yehi mera kusoor

Vaadon se apne mukarta nahin

Marne se main kabhi darta nahin



Baadshah o baadshah

Baadshah hey baadshah

Baadshah o baadshah

Baadshah



Aashiq hoon main kaatil bhi hoon

Sabke dilon mein shaamil bhi hoon

Dil ko churaana neendein udaana

Bas yehi mera kusoor

Vaadon se apne mukarta nahin

Marne se main kabhi darta nahin



Baadshah o baadshah

Baadshah hey baadshah

Baadshah o baadshah

Baadshah



Chaaron taraf hai mere hi charche

Honthon pe hai bas mera naam

Rangon bhari subah meri

Masti mein doobi hai meri shaam

Jhoothi kahaani sacchi lage

aawargi mujhe achchhi lage

Naghme sunaana sabko nachaana

Bas yehi mera kusoor

Vaadon se apne mukarta nahin

Marne se main kabhi darta nahin



Baadshah o baadshah

Baadshah hey baadshah

Baadshah o baadshah

Baadshah



Hai ye mohabbat kamzori meri

Chaahat ki duniya pe mera raaj

Bas rab ke aage jhukta mera sar

Jhukte mere saamne takhto taaj

Andaz mera sabse juda

Main baadshahon ka baadshah

Sapne sajaana hansna hansaana

Bas yehi mera kusoor

Vaadon se apne mukarta nahin

Marne se main kabhi darta nahin



Baadshah o baadshah

Baadshah hey baadshah

Baadshah o baadshah

Baadshah



Aashiq hoon main kaatil bhi hoon

Sabke dilon mein shaamil bhi hoon

Dil ko churaana neendein udaana

Bas yehi mera kusoor

Vaadon se apne mukarta nahin

Marne se main kabhi darta nahin



Baadshah o baadshah

Baadshah hey baadshah

Baadshah o baadshah

Baadshah



Baadshah o baadshah

Baadshah hey baadshah

Baadshah o baadshah

Baadshah.







Hum To Deewane Huay Yaar



Lyrics :



Singer(s): ABHIJEET & ALKA YAGNIK





Dil kyon dhak dhak karta hai

Kyon ye tujhpe marta hai

Dil kyon dhak dhak karta hai

Kyon ye tujhpe marta hai

Dil tujhko hi chaahe baar baar

Arre oye oye oye oye

Hum to deewane huay yaar

Tere deewane huay yaar



Ki ab kya karein hum

Hey hey

Kaise jeeyein hum

Hey hey

Itna bata de o mere yaar

Hum to deewane huay yaar

Tere deewane huay yaar



Ki ab kya karein hum

La la

Kaise jeeyein hum

La la

Itna bata de o mere yaar

Hey hum to deewane huay yaar

Tere deewane huay yaar



Rakhloon nazar mein chehra tera

Din raat uspe marta rahoon

Jab tak ye saansein chalti rahein

Tujhse mohabbat karta rahoon

Itna jo chahoge meri kasam

Sab kuchh luta doongi tujhpe sanam

Tumne kiya hai bekaraar

Bekaraar bekaraar bekaraar

Arre oye oye oye oye

Hum to deewane huay yaar

Tere deewane huay yaar



Ki ab kya karein hum

Aa ha

Kaise jeeyein hum

Aa ha

Itna bata de o mere yaar

Hey hum to deewane huay yaar

Tere deewane huay yaar



Bharke mujhe apne aagosh mein

Soja mere gesuon ke taley

Ter siva kuchh nazar aaye na

Aise lagale mujhko galey

Teri wafaon pe bharosa karoon

Tujhse kabhi na dhokha karoon

Tune kiya hai Aitbaar

Aitbaar aitbaar aitbaar

Arre oye oye oye oye

Hum to deewane huay yaar

Tere deewane huay yaar



Ki ab kya karein hum

Hey hey

Kaise jeeyein hum

Hey hey

Itna bata de o mere yaar

Hey hum to deewane huay yaar

Haan haan tere deewane huay yaar.











Main Toh Hu Paagal



Lyrics :



Singer(s): ABHIJEET, SHAHRUKH KHAN







main to hu paagal ye kahu har pal

kar koi hulchal hone de hone de

hone de hone de hone de koi deewaangi



ret mein tairna seekh le aur samundar ke upar tahal

been bhainson ke aage baja aur hava mein bana le mahal

suit lohe ka silva le tu aur pairon pe chashma laga

haath mein baandh le vo ghadi jismein ho saadhe terah baja aany

main to huun paagal ...



ped se tod le machhaliya billiyon ko tu gaana sikha

chaand ko kar de chakor tu aur suraj tikona bana

o bina pahiye ki gaadi mein chal bhool ja apne ghar ka pata

le ke haathi ko mutthi mein tu kaibre dekh le uunt ka aany

main to huun paagal ...











Nahi Dil Maine Tujhko Dena



Lyrics :



Singer(s): ANU MALLIK





nahi

dil maine tujhako dena nahi

nahi

dil maine tera lena nahi

jumma de gayi chumma ho gaya hamma hamma

pahunch gayi vo khandala naachi vo chhamma chhamma

jumma de gayi ...



ab aayi meri baari oye kar le hamase yaari

o sweety tujhe dekh ke dil mein baje seeti

o baby! don' t say may be

jumma de gai ...



are may be may be karte karte chhuut na jaaye gaadi

koi na hoga aage peechhe phiregi maari maari

are maine pahale kabhi nahi dekha tha nakhara aisa

is duniya mein kahaan milega item tere jaisa

usne sarkaai khatiya chhupi vo choli ke peechhe

ab aai meri baari ...



meri heroine tera hero karta hai ye vaada

teri aur meri love story chalegi sabse jyaada

apani ye romantic jodi fit ho jaayegi

public bolegi ye picture hit ho jaayegi

usake piya ji ghar aaye vo gayi theatre nau se baarah

ab aai meri baari ...













Woh ladki jo sabse alag hai



Lyrics :



Singer(s): ABHIJEET & CHORUS





Kahin zulf ka baadal o ho

Kahin rangni aanchal aa haa

Kahin honth gulabi o ho

Kahin chaal sharaabi aa haa

Kahin aankh mein jaadu o ho

Kahin jism ki khushboo aa haa

Kahin narm nigaahein o ho

Kahin gori baahein aa haa



Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain

Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai



Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain

Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai



Kitne hi jalve hai

Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni

Kitni hi ho baatein hai

Kaanon mein ghulti hai jaise raagini

Yeh chale jaise zaraa balkhaake

Woh chale jaise zaraa ithlaake

Yeh mile jaise zaraa sharmaake

Woh mile jaise zaraa iteraake



Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain

Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai



Gulshan ki hai woh kali

Jo saare phoolon se bilkul hai judaa

Kya kahiye ho dekha hai

In aankhon ne aisa roop kya

Kya ajeebsi taazagi hai

Kya haseen si saadagi hai

Kya ajeebsi dil kashee hai

Kya haseen si dilbari hai



Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain

Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai

Woh ladki jo sabse alag hai



Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain

Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain









0 comments:

Post a Comment