Monday, 23 April 2012

Tenu Leke ( Salaam-E-Ishq - 2006 )











Baalika tumhare sapno ka

Raajkumar aa raha hai

varmala doli baarat sajake



dulha cha raha hai

shubhmangal savadhan



Heeriye sehra baandh ke

main toh aaya re

hey ya

doli baarat bhi saath mein

mein toh laaya re

hey ya



Ab toh no hota hai ek

roz intezaar soni

aaj nahi toh kal hai tujhko



Toh bas meri honi re

tenu leke main javanga

dil deke main javanga (2)



hey ya hey ya



Aa keh de zamane se tu

mere ishq ki hai daastan

hey ya hey ya



Aa keh de bahaane se mein

tera jism

hoon tu meri jaan

hoon tu meri jaan

kuch na chupa



Mushkilon se milta hai aisa sona pyar

soni Cheez tere jaise na mujhko

na mujhko aisi khoni re

Tenu leke mein javanga

dil deke main javanga

tenu leke main javanga

dil deke main javanga

hoyeeee



Jaa aise na tadpa ke

dekh le madhbhare andaaz se



Hey ya 2



O jaana tu Awaaz ko apni

aa mila ab meri awaaz se

arre haan keh de haan



kar diya hai tune mujhko

yun bekaraar maahi

keh diya duniya se main

teri mein teri ho gayi veeeee

tere naal mein aavangi

sasooral mein jaavaangi



hey tenu leke main javanga

dil deke main javanga

hey ya

0 comments:

Post a Comment